Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

کراچی ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں - آخر کیوں؟

کراچی ایک بے گناہ شہر جس نے اپنے اندر بسنے والی ہر قوم اور ہر شخص کو نہ صرف اس کے خوابوں کی تعبیر دی بلکہ پورے ملک کی تقدیر بدل دی٬ آج ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں آ گیا٬ ایک بار پھر سرعام خون ریزی ہو رہی ہے٬ ایک بار پھر ایک انسان دوسرے انسان کا دشمن بنا ہوا ہے٬ کسی کے کان کاٹے جا رہے ہیں٬ کسی کی دکان جلائی جا رہی ہے٬ کسی کو سرعام گولی مار دی جاتی ہے٬ کسی کی لاش گھنٹوں سڑک پر سڑتی رہتی ہے-

کیا آپ کو اس سے کوئی واسطہ ہے کہ یہ کون کر رہا ہے؟ اور کیوں کر رہا ہے؟ نہیں بلکہ ہمارا سوال یہ ہے کہ قانون نافذ کرنے والے ادارے اور گورنمنٹ سے ہے کہ وہ اس وقت کیا کر رہی ہے؟ جب لال مسجد میں کچھ ہوتا ہے تو اسے گورنمنٹ کی رٹ کو چیلنج کہا جاتا ہے لیکن یہاں کچھ بھی ہو جائے گورنمنٹ کچھ نہیں کرتی آخر کیوں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Salam, main samajhta hon k ye sub Government karwa rahi hai.
or is main government ka bohat bara haath hai
sweety, karachi Saturday, December 06 2008
SALAM to all??
mn to yhe kahoon ge hm he is k responsible hn, coz hm he nay present govt.ko vote diy hn na..wt is happening in Swat side??who iz responsible??obviously govt?? bt again the Question is who gave vote to them...?
kalsoom, Bahawal pur Saturday, December 06 2008
actually there ws every party wana to every things wit himself that it happend
MUHAMMAD SHAHZAIB, Karachi Friday, December 05 2008
یہ بات کسی سے ڈھکی چھپی نہیں کہ کراچی جیسے پرامن شہر کو آگ اور خون کا شہر بنانے والے عناصر کون ہیں مگر ظلم تو یہ ہے کہ جن پہ غداری کے مقدمے تھے وہ ایوان اقتدار تک جا پہنچے اس میں قصور جس کا بھی ہو خون غریب لوگوں کا بہہ رہا ہے اور تب تک بہتا رہے گا جب تک ان عناصر کی سرکوبی نہیں ہوتی جو ملک و ملت کے غدار ہیں
SHAUKAT CHAUDRY, CHAKWAL Friday, December 05 2008
aslaam o alaikum,
me soochta hoon k pakistan me jo kuch bhi ho raha hai is k zimadar sab say pehly her aik wo shaks hai jo apny aap ko pakistani kehta hai jis me main khud bhi shamil hoon os k bad hakoomat e pakistan k sarbaraahaaan or phir baki siyaasi jamaat.
agar hakoomat mehngaaye kary tu her aik shaks sirf moo k fire marta hai or baki siyaasi jamaat apna sikka chamkati hai
jab koi bahar wala chahiye america ho ya india ho pakistan pe ungli othaata hai tu bhi her shaks moo k fire marta hai or osi tarah baki siyaasi party apna shikka chamkati hain or humari hukoomat e pakistan MASHALLAH ALLAH MIAN KI GAAYAIN
jaago or sindhi balochi punjaabi or phathaniyat k fassaad say bahar niklo
or aik ho jao phir dekho koun maiek halaal hai jo kisi pe meli nazar say dekh saky
hum awaaam me hi jab itifaak nahi tu phir her koi hum ko larwa kar apna faida tu aaasani say hasil kary ga hi na

Tanveer, karachi Friday, December 05 2008
salam to all achay insan,pakkay musalman,sachay pakistani,ss
jo kuch humaray sath ho raha hai hum zemedar hain... wo ess tarraha k ,,,
afrad k hath mai hai aqwam ki taqdeer,
har fard hai millat k muqadar ka sitara.
gor kijeye k hum kahan galat hain.
musalman honay k natay jo hamien karna chaiye kya hum kar rahay hain ???
rishwat,sood,dhoka,farib,ghot, ye sab hum main say aksar log karty hain..
azan suntay hi hum mai say kitnay hain jo har kam chor kar masjid ki taraf jaty hain???
kitnay hain jo ALLAH k ahkam,nabi sallal la hu alihi wasallam ki sunnat ki pairvi kartay hain.????
hum din mai 5 dafa ALLAH ko yaad nhi karty or chahty hain k ALLAH hmein har waqt apnay rehmo karam say dhanpy rakhain.. sochiye..,gor kijiye..
agar ap ka zameer soya nahi to ap jan jaien gay k kis ki galti hai..
ALLAH pakistan or pakistaniyon ka hami o nasir ho...(ameen.sum ameen)
sss, lahore Friday, December 05 2008
People of all religion and countries lives united in Dubai. Uae has Law. They have strict policies. Even indian are working with pak. if there is problem in Karachi its Govt own policy not fault. People know Karachi as International City. When Ind eveny on Karachi my happyness is on peak. I hate them but we Ind/Pak live like brothers because we have to obey rule of Uae. Than why Karachi Govt is so silly and ideat. I like Mr. Mustafa who is loved by all Pak as he is young progressive man. But its faliure. I am from Lahore but i Love Karcahi as Karachi is symbol of Proud for whole Pak. I am always greived on karachi problems ,water eclectricity and especially Peace. I damn all those who do this against humanity. Surely Allah will not forgive these terrorist. May Allah give unity to all Muslims
Muhammad Azhar Hussain, Dubai Friday, December 05 2008
Ye sub jo b ho rha ha ye sb awam ki galti ha qk wo kbi apny hak k liye awaz uthany ki zehmat hi nai krty or sara ilzam hukumat p daal dety k wo kuch nai kr rhy,wesy hukumat to jo b aye wo hamesha gareeb or lachar rhy gi.qk wo sb kuch jaan kr b anjaan rhty ha.janab naib ny medal hasil kr k bra teer mar lia ha.
sindhu, sahahdadpur Friday, December 05 2008
aslam o alaikum
karachi me jo afsos nak waqeat hoe mare khyal me in sab ki zimma dar sind hkomat me khod b shamil he aur un ki waja se hamare qanon nafiz karne wale idare khamosh tamashaye bane rahe aur kisi ko kuch nahi kha gharib aur mazdor log marte rahe aur police tmasha daikhti rahi
ikram, karachi Thursday, December 04 2008
میں آپ کو میں کیا بات کرو۔ کراچی میں جو بھی ہو رہا ہے اس کے ذمہ دار حکومت ہے۔ کیونکہ سوات میں جو حالت ہے۔اس کا ذمہ دار کون ہیں؟آپ یا میں۔
اس کا جواب مجھے ضرور دینا؟
Aftab Amjad, N.W.F.P Malakand Thursday, December 04 2008
salam to all in sanb halat k zimma dar hukomat awam aur syasi jamat tino hain aur in k sath ye kam mulk dushmano ka hai wo is tarah k ye mulk dushman anasir baz syasi jamaton ko use karte hai aur in logo ko apne matlab se kamhai aur mulk wa qoom ka koi khayal nahi to jo ji mai aata hai wo karte rehtay hain phir humari awam bhi in mulk dushman syasi lidaron ki baton mai aakar mulk wa qoom bhol jati hai aur jo ye log kaehte hain wo karti rehti hai phir humari hukomat itni kamzor ban jati hai k j se yateem bacha aur wo in chand gine chune anasir k khilaf kuch nahi karpati halan k in chand logon ki gov k samne haisyat hi kia hai agar gov kuch karna chahe tu ye un k 1 din ka kam bhi nahi hai par wo b hiss ban k nazara karti rehti hai aur awam piste rehte hain aur jo beroni mulk dushman hain wo shaitan ki tarah 1 taraf khre ho kar talyan bajate hain par humari awam ki samajh mai kuch nahi aata allah k liye in dushmano ki chalon ko samjho aur mulk wa qoom ko bachao aur ye sazish abhi tak chal rahi hai dua karen k ALLAH hum sab ki hifazat farmayen aameen.
hasib khan, karachi Thursday, December 04 2008
ye sab hamara qasoor hay, keyunke ham ne hamesha unhi logon ko vote dia jo khud Sahi Nahi hain, aur hamaray samnay mazloom bantay hain,
Tariq Abbasi, Bahawalpur Thursday, December 04 2008
صرف اورصرف اسلام سے دوری اور جاہلیت
aftab, uk Thursday, December 04 2008
کراچی میں جو بھی ہو رہا ہے اس کے ذمہ دار سیاسی پارٹیاں ہیں۔ مگر ان میں سے بھی چند ایک ہی ایسی ہیں جو اپنی اجارہداری قائم کرنے کی کوشش میں لگی رہتی ہیں۔ وہ ایسے دنگے فساد پھیلا تے ہیں اور پھر لوگوں سے ہمدردیاں حاصل کرتے پھرتے ہیں۔
مگر ان لوگوں کو ایک لمحے کے لیے سوچنا چاہیے کہ ایسا کرنے سے نقصان اپنا ہی ہو رہا ہے۔۔۔
Ta!moor, Rawalpindi Thursday, December 04 2008
hmari politics ab kisi bhi kam ki nhi rhi jab tamam politics k log hi apas ma laray gay tu log bhi laray gay hi,,ye log sirf tamasha dekhty rahay gay barso se sunty hue aa rhe ha k namaloom afrad ne katal kr dia fairing kr di,,abay bhai tu ye namloom afrad malomm kab hugay kon karay ga malomm hmarai hakomat hi na wo koi step le tu ye mulk chalay ga,,warna tu,,bus is mulk ka ALLAH HAFIZ ha
alishba, karachi Thursday, December 04 2008
ان سب کی زمہ دار پہلے نمبر پر عوام اور دوسرے نمبر پے حکومت ہے ۔
A.M, karachi Thursday, December 04 2008
ye sub politicians k kaam hain un ki waja se log aapas me lar rahe hain. aur wo uppar beth kar tamasha dekh rahe hain.
majid, karachi Thursday, December 04 2008
Karachi kay halat pehli bar aisay khrab hoay hein. Dehstgardi, intahapasandi in ka ko mazhab nahi hota. Zardai kursi pur beth kur kiya kur raha hia. Usay Pakistan ka koi khayal nai. Dusray mulkon kay dore kur raha hai. Quid-e-Azam nay quan sa Pakistan banae kay leiy din raat mehnat ki the. America Pakistan pur hamlay kur raha hai, surhadon ki khilafwarzi kur rah hai magar Zardari kuch nai kur raha yea sub iska nateaja hai.
Bilal Ahmad, Wah Cantt Thursday, December 04 2008
Salam ap sub nay apni apni jaga bohat achi baatain kahi but mere khayal may es waqt jo mere piyarey Mulk k halat hay aos k zemidar hum khud jo k hath pay hath rakh k betay hoi aor yee soch rahay hay bahir say koi akar sub teek kar dayga, har kisi ki ye soch hay yaar may akelay kia kar sakta ho! kub tak hum en corupt politition k rahm o karam par betay hongay aon say tu kuch hona nahi, dosto humay he kuch karna hoga.
Sajjad Hussain, Peshawar Thursday, December 04 2008
یہ سب کچھ حکومت کی قصور ہے کہ وہ کسی مجرم کو پکڑ نہیں پاتے ورنہ تہ ایسا ھو نھیں سکتا کہ حکومت کو معلوم نہ ھو!
fulankjiam, gha Wednesday, December 03 2008
Displaying results 61-80 (of 111)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6First « Back · Next » Last