Home » Blogs »

مِس پاکستان  آپ کی کیا رائے ہے؟

مہالج سرکاری جو کہ آج کل مِس پاکستان بنی ہوئی ہیں اور دنیا بھر میں مختلف بیوٹی شوز میں پاکستان کی نمائندگی کر رہی ہیں (اور وہ بھی پاکستانی عوام کی بغیر اجازت کے)- کیا آپ سمجھتے ہیں کہ اس طرح کے بیوٹی شوز میں پاکستانی خواتین کو حصہ لینا چاہیے؟ یا اس طرح کے شوز میں حصہ لے کر ہم دنیا کو روشن خیال ہونے کا ثبوت دے سکتے ہیں؟

آپ کی کیا رائے ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
I like this article.
Ashfaq Sulehri, Lahore Friday, August 01 2008
Pakistan fashion bhuahat agay hai, tu is tahrah kisi aik larki ko koi huk nahi pohchta k wo khud ko miss pakistan Khaye.pakistan have beauty
Alim23, Lahore Monday, July 28 2008
I love my Pakistan
Alim23, Lahore Saturday, July 26 2008
روشن خیالی: ہمیں کیا ہو گیا ہے؟ کیا اسلام کے منافی کاموں کو ہم نے روشن خیالی کہنا شروع کر دیا ہے۔ روشن خیالی یہ نہیں کہ ہم ننگے ہو کر لوگوں کو سامنے آئیں بلکہ روشن خیالی یہ ہے کہ ہم اسلام کے بتائے ہوئے طریقے کے مطابق زندگی گزاریں۔
Waseem, Kotli (AK) Wednesday, July 23 2008
Mein samajta hon k ye pakistan hukumat jahliat aur la elmi ka aik berpoor mazahar hai . Miss pakistan ka aise shows kerna mujuta hallat ko aur lollywood k naam se jane wali hamari film industry k hote huve koi bari baat nahi kyun k jab pakistan mein yeh sub (stage dramas, films, ) ho raha hai aur is per koi action nahi lia ja raha tu kyun koi miss pakistan in herkat se bezaar hai mein is ka hami nahi aur na mein is k saath hon ager hamein kuch kerna hai tu sab se pehle hud ko badalna ho ga we should know our theame . kia sirf miss pakistan ka aisa hona he hai ya T.V per dikhai jane wale koi b wo add jis mein aik lady sirf ki ya ghee ki advertising ker rahi hai wo b hamari nazdeek aisa he gunaah hona chahia jaise miss pakistan ko samajte hai, ye hamari he la elmi aur tamash-e-mazahra hai k hum kisi aise kam k hone per awaz nahi utate kyun k kahi na kahi hum log aisi herkat ka hissa hote hai . aik musalman hote huve hume sirf islamia shariat per amal kerna chahia. why their is touble standard. which is wrong is wrong . Allah hum san ko hidayat de aur sunnat nabvi per chalne aur islam k usoolo per ammal kerne ki taufeeq atta fermaye..(Ameen)
Awais Khalid, Lahore Sunday, July 20 2008
ye intihai sharam ki baat ha k aisa mulk jo bna hi islam k naam par ho us ki international level par koi ''miss pakkistan''bn k or jiasam ki numaish kr k pakistan ko represent kray. is surzameen ki pak beti jisam ki numaish nahi kr skti.ye sub kuffar ki sazish hai or naam nihaad ''roshan khayali'' or ''aetidaaal pasandi'' k naam par pakistan k muslims or us ki pak izzat ko budnaam krne ki nakaam sazish ha.aise logo ko pakistan ki sarzameen par qadam nahi rakhne dena chahiye...
SYED KIFYAT ULLAH HASHMI, RAWALPINDI Sunday, July 20 2008
jab pakistan bna tha to muslamanon nay islam k nam ko zinda rakhnay k lia apni janon ka nazrana pash kia.lakin aj ke nasal islam or pakistan ko badnam karnay chali hai.hamain is bahoda shok ko mil kar mitana chahiay takeh mzeed log is man involve na hon
rehan, lahore Thursday, July 17 2008
الله رحم کرے
yousaf, lahore Tuesday, July 15 2008
kash hum pakistanion ko akal ah jaye, mana yeh ghalat hai lakn pehlay hum apny girban mai jhank ker to daik lain k hum kitnay sahe han, kitni larkian han jo full islami naqab kerti hai aur jo nakab kerti hain unmai kuch ko chorr ker aksaryat ki herkaton ko hum sab hi janty han ache tarah batnay ki zarorat nhi jo hum cafe ki video ma daik chuky han, kher hum sab jamoriyat k dour ma zinda han aur her shaks ko apni azadi ka pora haq hai humary pakistan ki musalman larkian kya kya gull khila rahen hai usay sab waqikf han jiski abtak lakhoon videos jari ho chuki han mob aur internet per lkn pir mre smaj nhi ata ka hum in sab k bawajood shurfa ka dhong kyo ker rhy han, khuda k wasty is wqt humai tankeed ki nahi apni apni islah ki zaroorat hai jo jo kerha hai kernay do pehlay apny apko to thek kero, jitni b masharti aur mazhabi burain hain usmain sab sa zyda ratio musalmano ka ha jo sab say agay han inmain aur specially pakistanio ki to bat hi mut kero India kaha say kaha phonch gya aur hum aaj kaha kharay hain jahan khanay tak kay lallay paray hway han sochhho zara .........
miss pakistan per to tankeed ker sakty han per apnay gharon ka haal nahin daik saktay, mera kyal mai she is rite kam say kam khulay aam apna jism to nhin baich rahe hai
Kaleem, karachi Wednesday, July 09 2008
I strongly condemn this act because it is against the preaching of Islam. Pakistani government should take action against these activities. I am surprized to see some comments where they favour these activities, will they allow their sisters to participate into these events??
Arshad, Karachi Tuesday, July 08 2008
میرے خیال میں ایسی واہیات حرکتوں سے باز رہنا چاہیے
Muhammad Saqib Shah, Gujrat Monday, July 07 2008
Actually ye just koi publicity k tareeqey hain, complex ka shikar hain aisi MISS PAKISTAN, qk in ko koi mu nahi lagata is liye woh expose karney ko ready hain, had hoti hey in ko Pakistan se out kardena chahye kahin aur jayen aur with out hesitation expose karen
Ambreen, Karachi Saturday, June 21 2008
It should not be allowed whether in pakistan or abroad it is haram in Islam
wasim, oslo, norway Thursday, June 19 2008
Mere khayaal main yeh aik sochi samjhi saazish hai.
Ameer Ahmed Qasmi, Lahore Wednesday, June 18 2008
islam is tarah ke behayai ke kamoon ki bilkul ijzat nahi deta.aur ye to apne jisam ki numaish logon ke samany kr rahi hai very wrong
Ahsan, lahore Monday, June 16 2008

Hi reders,dont u get irritatation from this topic of MISS PAKISTAN. I wonder why this is happening,what is need of this USELESS thing. pakistan has not even improved its condition and is going to bring MISS PAKISTAN.OH! its too perplexing,isnt?
SEHRISH, LARKANA Sunday, June 15 2008
Its not suitable for a paki women to do modeling in bikinis on a romp so its totally against our norms,tradition and as well as Islamic Point of view..
Fahad, Karachi Saturday, June 14 2008
is topic ko agur mazhub k tanazur mey na he discuss kya jaye tou munasib hai...q k Islam mey isi ksi chez ki koi gunjaish nhe...aurat k mani hain chupa k rukhnay wali chez
lets discuss it on ethical and social basis....kuch logon ka kehna hai k is sey atleast mulk ka nam roshan hoa?yeh kc roshni hai???????mulk ka nam roshan krna hia tou eceomy mey kro,scientific equipments ki ejaad mey karo...ik aurat ko peish kr k hum konsi roshni phela rahey hain?????kya khubsurti ksi insan ke best honay ka mayaar hai?tou aj hum jo yeh computer,internet sub use kr rahey hian yeh kis miss or mr world etc ki meherbani hai?ksi mulk ka surmaya woh log hotay hain jo isa kam kr jaien jo sadion insaniat ki bhalai k kam aye...FOR MR ADMIRER...behodgi n fahashi phela k jo roshni hasil ho us sey behter gumnami k andherey hain.isay muqablay society ki koi khidmat neh krtay bul teenagers k minds ko kharab n divert krtay hain...aj hamari society jtni tezi sey burbadi ki taraf ja rahe hai us k zimedar isi cheizien aur un k supporters hain...zra apni family ko dekhey n sochye ...ap kya chahein gai k ap k ghar ki auratein covereed bahar niklein ya swiming costume mey?
saima, karachi Friday, June 13 2008
dear mr.admirer, karachi,
i have read ur comments. i want to ask u a question,let put religon aside as u have said: "can u like that ur sister come in front of people with negligible address even if she have been provided a full security?"
My dear,it is not the matter what is her religion? she just want to get repute by using the name of pakistan illegaly and by the method which does not match our cultur and traditions.
I think u are supporting her just to show yourself so called 'liberal ', 'broad minded'.etc.
Naveed Ahmad, Lahore Tuesday, June 10 2008
I will say what is need of this kind of foolish thing and dafar
Muhammad Ali Gaad, Larkana Friday, June 06 2008
Displaying results 21-40 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last