Home » Blogs »

ریلوے خسارے میں٬ متعدد ٹرینیں بند کر دی گئیں

جہاں ایک طرف ہمارے ملک کے بیشتر ادارے خسارے میں ہیں وہیں ریلوے جیسے منافع بخش ادارے کو بھی خسارے کا سامنا ہے٬ اس ادارے کے متعدد انجن خراب ہیں جو کہ مختلف اسٹیشنوں پر کھڑے ہیں یا پھر شیڈ میں موجود ہیں مگر ادارے کے پاس انہیں ٹھیک کروانے کے لیے وسائل موجود نہیں- اس خسارے سے بچاؤ کے لیے ریلوے کے محکمے نے متعدد ٹرینوں کو بند کردیا ہے٬ محکمے کی اس حکمت عملی کے باعث مسافروں کو شدید مشکلات کا سامنا٬ جبکہ اس محکمے میں کرپشن بھی عروج پر ہے-

کیا ریلوے اپنی اس حکمت عملی کی وجہ سے خسارے سے نکل پائے گا؟ یا پھر ریلوے کے اس فیصلے کا خمیازہ بھی بیچارے مسافروں کو بھگتنا پڑے گا؟

آپ کیا کہتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
asalamualikum pakistan ,hamare mulk ki tamam govt apne mafad k liye sochti hai koi ghareeb awam k liye nai sochta isi liye ye sb ho raha hai train band karna kisi cheez ka hal nahi hai jo mushkilat hon in sab ka samna karna chaihye na k sirf govt k paise par aaish karna aur ghareeb awam ko lutna
ANILA, hyderabad Thursday, July 29 2010
Jhan par seasat dan hon. us com ka isitarha ka hal ho ga.
kashif Rana, karachi Thursday, July 29 2010
Pakistan main ALLAH TALA ki her naimat majood hay ma siway iman kay. Koi mahakma aisa naheen hay jisay ye kaha jay kay wo iman dar hay. Is mulk ki tabahi kay hum sub zumaindar hain. Bilah shuba ruzana arbun rupia government kay khazanay main janay ki bajay in kay pait main jata hay jis ki saza her shaks ko bugatni par rahi hay. Is ka aik hi hal hay. Tamam government officials say resign lay ker bil tarbeeb un kay seniors kay pas jama kar daiy jain aur jis bhee official kay khailaf kisi bhee kisim ki bhee bud unwnwani ki shikayat mosool ho us ka senior (supervisor) us ka resign accept karay aur baiman shaks ko faragh kar day. Agar senior aisa na karay to us ka senior dono ka resign accept karay.
Muhammad Shabbir, Rawalpindi Thursday, July 29 2010
Pakistan ka wo konsa departmant he jo khusare me nahi.Nazme,e,Adlia se le ke Nazam.e.Taleem tak phir chayee wo Mehkma railway ho ya Mehkma Qanoon ho Mehkma wapda ho ya Mehkma communication ho.Her aik ka aik sa Hall he corroption hi corroption he
Or adaraee k pas wasyal hein lekin un wasyal ka istemal Railway injans ki Muramt pe nahi balke Mehkma Railway k officers ki pockets ki muramat pe istemal hota he..or raha ye sawal k Railway ki apni is hikmat Amli ka nuqsan kya mehkma railway ko ho ga ya musafro ko??To janab gahyon ke sath sath gin bi pis jata he..Railway ki is Syani hikmat ka nuqsan Hum Shaa Dil pakistani Musafroo ko hi bugetna pare ga,
Sejal, Gujranwala Wednesday, July 28 2010
Displaying results 21-24 (of 24)
Page:1 - 2First « Back · Next » Last