Home » Blogs »

پاکستان کی آسٹریلیا کے خلاف شرمناک شکست !!

پاکستان کرکٹ کا جنازہ٬ 3 جنوری کو جب پاکستان کے بالروں نے آسٹریلیا کو صرف 127 رن پر آؤٹ کر دیا تو پوری قوم مسلسل 4 دنوں تک ایک سنہری جیت کی منتظر رہی- مگر چوتھے دن پاکستانی ٹیم نے اپنی نااہلی کے باعث ایک آسان ہاتھ آئی ہوئی جیت کو شکست میں بدل دیا اور 16 کروڑ عوام جو کہ بے شمار مسائل میں گھری ہوئی ہے ایک چھوٹی سی خوشی بھی نہ دیکھ پائی-

زمہ دار کون، محمد یوسف جن کی کپتانی کو پاکستان کی شکست کے بعد کرکٹ ماہرین نے سمجھ سے بالاتر قرار دیا ہے۔ وکٹ کیپر کامران اکمل جنہوں نے چار کیچ اور رن آؤٹ مس کرکے بازی آسٹریلیا کے حق میں پلٹ دی یا پوری بیٹنگ لائن جسے جیت کے لیے 176 رنز کا ہدف ملا تھا لیکن وہ مایوس کن اندازمیں 38 اوورز میں 139رنز بناکر آؤٹ ہوگئی۔

آپ کی اس بارے میں کیا رائے ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
now after the series shoaib malik an M yousaf should expelled out ov side bcos of boor discipline
awais khan, islamabad Sunday, February 14 2010
slam to all..i think pakistani team k coach miandad aur team afridi,shoaib,imran nazir,razaq,yousaf,umar akmal,sohail tanveer,kamran akmal,M asif,rana naveed,misbah par mushtmal ho to aik tabah kun team hoge aur astrailia ka naam sun k hi pakitani team haar maan lete hai halan k aus team pakistani team k agay 00000000 ha agar yeh dil say khailein to
waheed mirza, faisal abad Sunday, February 14 2010
ہمیں اپنی ٹیم مینیجمنٹ کو تبدیل کرنا ہوگا ورنہ ہماری ٹیم اسی طرح ہارے گی
talha, karachi Saturday, February 13 2010
پاکستانی ٹیم میں گروپ بندی ہے پاکستانی ٹیم دنیا کی بہترین ٹیم ہے
akhtarayoub, alain Saturday, February 13 2010
پاکستانی ٹیم بہت اچھی ہے، مگر کھلاڑیوں کو ڈر ہوتا ہے کہ پتا نہیں اگلے قدم پے کیا ہو، وہ ٹٰیم میں ہوں گے یا نہیں، یہ بات ٹیم کو مار رہی ہے، کئی ٹیموں کے کھلاڑی زیرو پے کئی مرتبہ آؤٹ ہوچکے ہوتے ہیں مگر ان کو باہر نہیں کیا جاتا، آخر وہ سنچری بنا جاتے ہیں، اس کی کئی مثالیں ہیں، پاکستانی ٹیم پے رحم کریں
smash , pakistan Saturday, February 13 2010
All is wel
ab pakistani players ko all is wel k alfaz par guzara karna chaheya
q k agar ham coments de dein to b kuch asar nahi parta mujy yaqeen hay k any waly T20 b hamary haq main nahi.......
ham sub umeed say hain
Haroon ur rasheed 514, Peshawar Friday, February 12 2010
salam to every reader. pakistan and pakistan cricket zindabad. maine sarey cricket match live daikhey ausies k kilaf saab main haar mili boot dukh hova khas tor par dosrey test mai jab aik aik kar k wiktey giri jab har nasib ho gae to mairi ankhoo se ansu b nikal aye. kher jo hona tha ho gaya. sirf itna kehna chahoo ga k sifarshi khilariyoo ko team se nikala jay ALLHAMDULILAH Pakistan mai boot talent hai. plz Pakistan ki awam ko koi to kuch to khushi dainey ki khoshish karey specially politicians.
Qaiser Riaz, Olham uk Friday, February 12 2010
huamri team may group ban gay hain...zehri si baat hai jab saal may 3 captain hon gay too group too banay gay na..ak group malik ka youns ka afridi ka etc too pakistani team kahan say jetay gi pher..is ka hal yaa he hai k pori team ko bahir nikkaal dena chaeyaa...new team lani chaeyaa...tab he pakistani cricket ka zawaal khatam hota..or pcb say b old man ko bahir nikaal dena chaeyaa sab choor bethay howay hain wahan..thnx
zahidkhan, rawalpindi Friday, February 12 2010
Now a days if we talk about our players they are big loser of the world. but u know what our players have the power which others don't have .whenever our players become angry they never leave to any team therefore i am saying that we should proud on our player. Pakistan (Zindabad) Geet Ke Geo pakistani
asooo, karachi Friday, February 12 2010
what happend if we loss
if afradi becomes a captian over team is most power ful in the world but over chairman of pcb now samj he nah andi k what is better for team or country
adnan ellahi, rawalpindi Friday, February 12 2010
es ki sari zemedari akmal par thi jab unhon ne catch drop kia un ko team men se nikal dena chaheye
ramzan khan, nawab shah Friday, February 12 2010
hello salam friends app sub kaisey hain ALLAH sub ko apni amaan main rakhe pakistan ki team ka australia ka tour buhaat hi kharaab tha lekan jo hogaya so hogaya lekan hamare players responsibility accept karne k bajaye ek dosre per kecher pheenk rahe hain main kehta ho is ka koi faida nahi jiss ne jo ghalat kiya woh qubool kare woh yosuf ho ya afridi kamran ho ya malik lekan her koi apni baat kar raha hai shikast ki aik waja zaroorat se ziyada deffensive hojana tha lekan last odi aur T20 main hum aggressive khele manna har gaye lekan acchi cricket dekhne ko milli bahar haal khuda sub players ko hidayat dey key woh apni zaat ko chor ker apne mulk k liye khele yeh mulk hai tu app hain yeh mulk nahi hai tu kuch nahi jab pakistan sydney test lost kiya tu bare tu bare bachhe takk mayoos the aur ro ro ker keh rahe the pakistan ko match jetna chaihye tha bus pakistani players ko is baat se hi lesson lena chaihye khuda pakistan ki hifazat kare aur cricket ko dobara urooj per lejaye ameen
kashifrauf, karachi Friday, February 12 2010
Since 1993, I have always one thinking even if Pakistan Cricket Team is ever going to win any match and this is they "will lose this match",as these people never play for their country and with responsibility and let all countrymen down very badly.
Abdul Qayum Qureshi, Lahore/Pakistan Friday, February 12 2010
ES pakistan ki team ka tu ALLAH haafiz ha
laeeq hashmi, sialkot Friday, February 12 2010
Shahid Afridi should be captain of Pakistan Because if he can eat ball like apple.So it's mean is that he can also eat against team.
Geo Afridi Geet ke Geo
asooo, karachi Thursday, February 11 2010
Dear sir, please concentrate this massage pakistan ko chahiay k apni batting k liay or fielding k liay alag alag coch banain or koi masla nahi hay k pakistan Australia say haar gaya ye time tanqeed ka nahee bal k hosla dainay ka hay team ki selection k hawalay say her dafa alag larko ko na khilain sifarish walon ko sub say pehlay is team say farigh kia jai aur mehenty larko ko chance dia jai i hope to concentrate is massage thanks
MohammadImran, KARACHI Thursday, February 11 2010
Asslam Alaikum how are you my friends main ye kehna chahta hoon k apne Pakistan ki team main syasat chal rahi hai har koi captain ban ne k peeche hai is ki vja se Pakistan jeet nai sacta aur ager apne khilari kuch form main nai hai to nae players ko chance dena chahiye ager one day ka captain Afridi ko bnate to ek ya do one day lazmi jeet te kyon k woh team ko Achi support karte hain aur batsmen us ki respect bi karte hain
Akash Kumar, Nabi sar road Thursday, February 11 2010
mera sirf itna hi kehna hai pakistan ki team mai mohammad aamer ,rana naveed,abdul razzaq,mohammad asif,saeed ajmal,imran nazir,salman butt,umer akmal ,kamran akmal ,shoaib malik , fawad alam ,danish kaneria inhi larkon ko barbar khilaian to hamari team best ho sakti he
farhan, belgium,charleroi Thursday, February 11 2010
pakistani team main u-19 or a-team ke players ko shaamil kiya jaye or mojooda players ko phaansi ki saza di jaye
khalid bulledi, jacobabad Thursday, February 11 2010
pakistan men koi asi cheze is waqt nai hai jo apne kamal pe ho agr pakistani team cricket series australia se har kr aa gai hai tu kia hua poori qom is k peeche lag gai hai baqi tmam maamlaat bhool gai hai. is qom ka ALLAH hafiz hai.
zaheer , lahore Thursday, February 11 2010
Displaying results 121-140 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last