Home » Blogs »

قائد اعظم عظیم رہنما٬ جسونت سنگھ کا اعتراف اور بی جے پی کا انتہا پسندانہ ردِ عمل!

انڈیا کی انتہا پسند پارٹی بی جے پی نے پارٹی کے سینئیر رہنما اور سابقہ وزیر خارجہ جسونت سنگھ کو اپنی کتاب میں قائد اعظم کو عظیم رہنما قرار دینے پر اپنی پارٹی سے بے دخل کردیا اور اپنے حلقے میں اس کتاب کی فروخت پر پابندی بھی عائد کردی جبکہ جسونت سنگھ پچھلے تیس سال سے اس پارٹی کے رکن تھے-

جسونت سنگھ نے اپنی کتاب “ جناح- بھارت٬ تقسیم٬ آزادی “ میں تقسیم ہند کی ذمہ داری پنڈت جواہر لعل نہرو پر ڈالتے ہوئے محمد علی جناح کو برصغیر کے عظیم ترین رہنما قرار دیا -

کیا آپ سمجھتے ہیں کہ ایک کتاب لکھنے پر یا کسی تاریخی شخصیت کے بارے میں اپنی ذاتی رائے کے اظہار پر بی جے پی اس طرح کا ردِ عمل ظاہر کر کے سیاسی فوائد حاصل کرنا چاہتی ہے؟یا اس طرح کر کے وہ جنونی ہندو برادری کی ہمدردی جیتنا چاہتی ہے؟ یا پھر بی جے پی کے اس طرح کے ردعمل سے قائد اعظم کی شخصیت مزید مضبوط ہو کر دنیا بھر کے سامنے آرہی ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Jaswent singh ne jis himmat k sath is baat ka aitraaf kiya he us ki to daad dena pare gi agr-che wo hindu phir b us ne sach ko sach kaha. Kaash Bharat mein mojod tmam hinduon ki soch Quaid-e-azam aur Pakistan k mutalaq tabdeel ho jae.
M Khurram Shahzad, Faisalabad Saturday, September 05 2009

jeswant sing ke dil main Quaid-E-azam ke lia ezat or ehtaram tha jo onho ne apny katab main likh dia har insan ko ya haq hai ke wo such bolye is ke lia chaye uss ko koi bi kemat kyo na ada karni pary jees tara jaswant sing ny hamary azeem rehnoma auaid -e-azam ke bari main likha puri dunya janti hai ke on ke tarha ka na koi rehnoma hai or na hoga hamay apnay peyary rehnoma par fakhar hai. or main apnay teh dil sey jaswant je ki shokar guzar hun ke onho nay such likhny ki hamat ki hai or jees ke lia on ko bohot bari kemat bi ada karni pari hai. meri dua hai ke jaswant singh je ko on ki khoye hoye ezat wapis mil jaye .Quaid_E_Azam kal bi the aaj bi hai or hamary bech hamisha rahingay.
sitara, karachi Friday, September 04 2009
جناب جسونت سنگھ صاحب سابق وزیر خارجہ بھارت آخر آپ کو سچ بولنا پڑا۔ جو بات آپ برسوں سے کہنا چاہ رہے تھے آخر تحریر میں لے ہی آئے۔ ضمیر جیت ہی گیا۔ اگرچہ آپ کو اس کی بھاری قیمت چکانا پڑی ۔ آپ کو آپکی پارٹی سے نکال دیا گیا۔ آپ نفرتوں کا نشانہ بنے مگر دل کی بات کہنا بھی کتنا عظیم ہے۔ آپ کتنے لوگوں کے ایک دم پیارے ہوگئے۔ آپ جان گئے ہیں کہ دل کا سکون اطمینان سب سے بڑھ کر ہے اس کی کوئی قیمت ادا نہیں کرسکتا۔ بے شک قائداعظم ایک عظیم رہنما ہیں۔ ساری دنیا ان کی تعریف کرتی ہے، کیا دشمن کیا دوست۔
Noour -ul-Aan Noorani , Karachi Friday, September 04 2009
quaid ne sahi kaha tha k musalman aur hindu do alag quam hain tabhi do quami nazaria samne aya lekin yeh kia ajj ik hindu ne hamare leader ki tareef ki tu os k apne hi logo ne osko nikal diya wah jo hindu apne logo k nai wo duniya se kia dosti karege ge.think about it.musalman tu pehle se dil bara rakhe howe hain aur ab jaswant ko pakistan bhi bulaya hai q k ham musalman hai aur ham main insaniat hai.lekin duniya ne dhekha k hindu aur india ka kia haal howa q k wo log apne nai tu dosroo k kia hoge?plz space 4 all hindus
ali, karachi Friday, September 04 2009
قائداعظم ایک بڑے لیڈر تھے اور رہیں گے۔ ہمیں ان پر فخر ہے۔


پاکستان زندہ باد،قائداعظم زندہ باد
muhammad yamin, multan Friday, September 04 2009
Respected fellows no doubt it is clear that Mohammad Ali Jinnah was the great leader of Sub-Continent India. His personality and the emergence of Pakistan shows how He proved that he was the best. Now if BJP say that its not fare to say "Great Jinnah" its their own belief which is coming from the previous century. But they must remember the words of Gandhi in his address at Kolkatta
" India will remain United country if Muslim's "GREAT LEADER MOHAMMAD ALI JINNAH" makes a deal.
All the Indians know that Jawahar Laal Nehru and Gandhi were the great leaders. But think about that they were the great leaders but The one person who made them to accept the independence of Pakistan exactly was the greater and he was Mohammad Ali Jinnah.
Abadullah Saeed, LAHORE Thursday, September 03 2009
یہ بات درست ہے کہ قائد اعظم ایک عظیم رہنما تھے
yunus, london Thursday, September 03 2009
ma to qaid k liye ye hi kahon gi k un ki to koi bat hi na kare q k jo wo thay un ki tarha na koi is duniya ma paida howa hay na hoga. un hone jitni bhi qurbani di aj hamary is mulk ki hamray hi apno ne jo nizam dharam bharam kiya hay jo hamry hi mehynat ka paisa kha kha kar jeab bhar rahay hain aur jhote wade racha rahay hain ye log hamary sath hi nahi apne is watan pakistan ko bhi dhokha de rahy hain hain in ko kiya pata pkistan ka matlab ye log to sirf paisa kha rahy hain aur paisa khane ka matlab agg hay agg kha rahy hain hamra kiya sab ka mun band karne k liye ab arrest hi to kiya jay ga
anei hussain, karachi Thursday, September 03 2009
Aslaam o alikum main es baat se agree karta hoon k har shakas ko makamal azadi hooni chaie k wo apni raiy de sake main dil ki gehrai se jaswant sing ko daad deta hoon k us ne aik book ki shakal main apni raie di aur ham bi kiya pori doniya yeh manti hai qaid e azam azeem qaid hai
MUBSHAR YOUSAF , WARBURTON NANKNA SAHIB Thursday, September 03 2009
Asalam o Alikum sub say pehlay tu yeh bat heai kay dunia ka sub say bara jumhoriat ka alam bardar kehlwanay wala mulk itna jumhorey heai kay eik raey per heai pata chal gaya heai key waha kitney jumhoriat heai .
nauman ahmed khan, layyah Wednesday, September 02 2009
Ofcourse Historical fact can never be denied, So I feel it is real time to remove all the myth's about partition, Indian Muslims should participate in this Debate actively and provide historical facts also because they are suffering since Independence than Pakistani Muslims.
Abu Anas, New Delhi Monday, August 31 2009
Dear Salam, I read news of our Founder of Pakistan M.Ali sb ,Mr. Jhaswant sing is the great leader of BJP Indian party but he shows his goods words about our national hero & degrade Jawhar Lal Nahoro & Distribution of sub Hindustan I think the reaction of Indian party BJP is only for their achieving well reputation in Indian society but not they fond realty , they are relaying on this news that they found such their resource in Indian society, and the future of BJP in India is so dark against Conjures government leading party .BJP is only looking for next full government by the support of this news and they show their self in Indian society as well wisher but not in realty . they really on illetrate persons and Intha Hindu Pasand peoples about their good well I think BJP has lose their Political resource in last Election of India. Mr. Jhasaut sing is well aged person in Indian politician & BJP is saving their good well but perhaps it could not do so as they some BJP leaders wish
muhammad arshad malik, jhang (punjab) Monday, August 31 2009
janb aziz jane-men (pakistan) :jaswant singh & LK adwani bjp leader janam bohmoi is karachi. karachi most populer persnality janab chander sing friend of jaswant sing and LK adwani very nearly relative. chander sing is sindh politician. they are no in world. he died. they have done major role in good relation-ship between pak india.i think this miss behave.
saqib sabir, Lahore Sunday, August 30 2009
meray khiyal may BJP ko aaisa nahi kerna chaiyay tha
nouman, Karachi Sunday, August 30 2009
yeh such hai kay quaid e azam muhammad ali jinnah hamaray hi nahin tamam pakistanion kay liyae aik aisa tohufa chore kar gai hain k jis ko hum apnay hathon say tabha or barbad kar rahay hai to is kitab par tabsra karnay say kiya fayada indian to apnay countery kay liyae apnay maan baap ko bhi baidakhal kar saktay hain to yeh jaswant singh kiya hai
mustafa manzoor, karachi Saturday, August 29 2009
بی جے پی کے رویہ سے یہ بات ثابت ہو گئی ہے کہ تقسیم ہند کا فیصلہ صحیح تھا
IQBAL AKHTAR, saudi arabia Saturday, August 29 2009
BJP ka sub ko pata hay k ye katr hundo entha pasand jamat hay.
es amal se es jamat ka chehra khul kar sari dunya k samnay aa gia hy.
no doubt quiad-e-azam is great leader of the world.
Asif Iqbal, chishtian Saturday, August 29 2009
Quid_e_azam always talked about the hindo muslim itehad .he always set aside the religious from politics as jaswant sigh committed .India has never admired to Pakistan from heart and soul .jaswant sing is one of the greatest leader of india .
syed babar shah , lahore Friday, August 28 2009
کسی کو حق نہیں ہے کہ کسی کے اوپر اپنی رائے مسلط کرے
SAHD AURANGZABE, MD Friday, August 28 2009
asssalamalikum jo hota he behter hota he ye jeswant singh jo aaj .quid azam.mohammad ali jinnah ki tarif ker rahe he wo achy leader they wo dunya janti he mager is baat ki khushi he jaswant singh jo pakistan k hamesha khilaf they aaj wo hamare leader ki tarif ker rahe he k wo achy leader he or nehro jo india k leader he on k oper ilzam laga dia k wo hindustan k jo do tukre hoe he os k zemedar he ager aaj pak or india ek hote to ek mazbot mulk hota meger hindu chahatey hi nahi they k musalman or hind ek sath rahe or on ka sath dia jawaher nehro ne in ka bherpur sath dia or itni jane gae itne hindu mare gae ziada musalman shaheed hoe .chalo jo hota he achha hota he aaj hum azad mulk me sans le rahe he mager ab bhi india koi na koi ilzam laga deta he mumbai me blast howa pak ne kia he apni kamzore ko chopata he k hum kitney kahil he halan k pakistan bhi dheshet gerdo me mubtla he ziada nuksan pakistan otha raha he mager ye india ko kon samjae aaj on ki hi tanzeem b.j.p k sathi ne kah dia k quid e azam azeem insan they kisi ne sach kaha he sach jitna chopao meger samney a hi jata he jaswant singh ko b. j. p se nikal dia kion k wo sach ka sath de rahe he or india mou kala ho raha he meger jo jaswant singh k sath kia wo ghalat he kio k wo ek kitab he koi certificate nahi jo india on ko party se nikal dia.
abdul ghani, karachi Friday, August 28 2009
Displaying results 21-40 (of 64)
Page:1 - 2 - 3 - 4First « Back · Next » Last