Muhabat Tum Say Ki Hain Apna Banana Chahti Ho Tere Sang Apni Zindagi Beetana Chahti Ho Jo Tu Ho Jaiay Naraz Muj Say Kabhi Tere Seenay Say Lag Kar Tujhe Manana Chahti Ho Jo Tu Ho Kabhi Afsurda Farooqi Tere Haatoh Main Haat Rakh Kar Dukh Kushia Baatna Chahti Ho Tuj Say Muhabat Hain Itni Lazawal Farooqi Tere Leyay Zindagi Bhi Gawana Chahti Ho