Pukaara Hy Uss Ny Naam Mera Muddton Ky Baad Aisa Laga Keh Eid Hoi Muddton Ky Baad Daikha Tha Aik Khawab Musalsal Meri Aankhon Ny Tabeer Mili Aaj Mujhy Muddton Ky Baad Kitni Ajeeb Sa'atein Thein Bichra Woh Mujh Se Jab Jagein Hain Phir Se Khahishein Muddton Ky Baad Jeena Hy Tery Sang Hi Yeh Uss Ny Hy Kaha Aankhein Bani Hain Qoss-E-Qazah Muddton Ky Baad.