Tum Jo Keh Doo Tu Yeh Sitam Bhe Gawar Kar Lain Log Kehty Hain Kay Ham Tum Say Kinara Kar Lain Tum Nay Jis Haal E Preshan Say Nikala Hum Ko Aasra Dy Kay Muhabbat Ka Sambhala Hum Ko Sochtain Hain Wohi Haal Doobara Kar Lain Log Kehty Hain Kay Ab Tum Say Mulaqat Nahi Hony Ki Mil Bhe Jain Tu Baat Nahi Hony Ki Akhari Baar Zikar Tumhara Kar Lain Log Kehty Hain Kay Akhari Baar Khayalo Mein Basa Lain Tumko Akhari Baar Kalayjy Say Laga Lain Tumko Phir Apnay Tarapny Ka Nazara Kar Lain Log Kehty Hain Kay