Add Poetry

Awaaz-e-dil

Poet: ali ahmad By: ali ahmad, bhehra/gond pur

Bheegi Palkeen Dekhain Rah Teri
Tu Aa Jay Ab Hai Bas Itni Si Arzoo Meri
Taroon Ki Bahoon Mean Raat So Jati Hai
Teri Yaad Mean Neend Raat Bhar Nahin Aati Hai
Ab To Khaab Bhi Nahin Aate Tere
Aa Jao Mein Karoo Sadke Tere
Jab Baarish Aati Hai Zameen Ko Bheega Aur
Mujhe Teri Yaad Dila Jati Hai
Zakhm To Bhar Jata Hai Par Nishaan
Baaki Reh Jata Hai
Jaane Waale Chord Jaate Hain Par
Aas Baaki Reh Jati Hai
Tujhe Bhool Nahin Sakte
Kiye Waade Tod Nahin Sakte
Tum Ne To Wafa Nahin Ki
Hum Bewafai Nahin Kar Sakte
 

Rate it:
Views: 495
28 Sep, 2015
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets