Poetries by zulfiqar
Daf'atan Zahen Me Ehteraam Agaya Daf'atan Zahen Me Ehteraam Agaya
Ala Hazarth Ka Lab Par Jo Naam Agaya
Kya Arab Kya Ajam Sab Ke Sab Keh Uthay
Ahle Sunnat Ka Dekho Imam Agaya
Yeh Hai Ehsaan-E-Ahmed Raza Sunniyo
Hum Ko Padhna Darood O Salaam Agaya
Najdiyat Munh Ko Apne Chupane Lagi
Ru Ba Ru Jab Raza Ka Kalaam Agaya
Hashr Me Dekh Kar Mujh Ko Rizwaan Kahe
Dekho Dekho Raza Ka Ghulaam Agaya
Manqabat Naat Likhna Tufail-E-Raza
Tere Hisse Me Khalid Yeh Kaam Agaya zulfiqar
Ala Hazarth Ka Lab Par Jo Naam Agaya
Kya Arab Kya Ajam Sab Ke Sab Keh Uthay
Ahle Sunnat Ka Dekho Imam Agaya
Yeh Hai Ehsaan-E-Ahmed Raza Sunniyo
Hum Ko Padhna Darood O Salaam Agaya
Najdiyat Munh Ko Apne Chupane Lagi
Ru Ba Ru Jab Raza Ka Kalaam Agaya
Hashr Me Dekh Kar Mujh Ko Rizwaan Kahe
Dekho Dekho Raza Ka Ghulaam Agaya
Manqabat Naat Likhna Tufail-E-Raza
Tere Hisse Me Khalid Yeh Kaam Agaya zulfiqar
Assalaam Assalaam Aey Ghause A’zam Assalaam
Assalaam Aey Qutbe Aa’lam Assalaam
Assalaam Aey Taajdaare Aulia
As Salaam Aey Peshwaaey Atqiya
Assalaam Aey Rehnumaaey Asfiya
Assalaam Aey Rahbare Raahe Huda
Assalaam Aey Ibne Sultaane Umam
Assalaam Aey Saahebe Jaho Hasham
Assalaam Aey Partave Husne Qadam
As Salaam Aey Noore Khurshide Karam
Waaqai, Mehboobe Subhaani Ho Tum
Fil Haqiqat Qutbe Rabbaani Ho Tum
Aarife Haqq, Sham-Aey Irfaani Ho Tum
Mash’aaley Tanvire Yazdaani Ho Tum
Aap Hai(N) Ghausul Vara, Ghasul Anaam
Aap Saare Auliya Ke Hai(N) Imaam
Ronaqe Deeney Muhammad, La Kalaam
Aap Se Qaim Hai(N), Duniya Mei(N) Mudaam
Tum Ho Waliyo(N) Ke Wali, Piro(N) Ke Pir
Sayyad-Us-Saa’daat Ho, Miro(N) Ke Mir
Tum Ho Apne Khaadimo(N) Ke Dastagir
Kyo(N) Rahe Mehrum Phir Ham Aey Dastagir zulfiqar
Assalaam Aey Qutbe Aa’lam Assalaam
Assalaam Aey Taajdaare Aulia
As Salaam Aey Peshwaaey Atqiya
Assalaam Aey Rehnumaaey Asfiya
Assalaam Aey Rahbare Raahe Huda
Assalaam Aey Ibne Sultaane Umam
Assalaam Aey Saahebe Jaho Hasham
Assalaam Aey Partave Husne Qadam
As Salaam Aey Noore Khurshide Karam
Waaqai, Mehboobe Subhaani Ho Tum
Fil Haqiqat Qutbe Rabbaani Ho Tum
Aarife Haqq, Sham-Aey Irfaani Ho Tum
Mash’aaley Tanvire Yazdaani Ho Tum
Aap Hai(N) Ghausul Vara, Ghasul Anaam
Aap Saare Auliya Ke Hai(N) Imaam
Ronaqe Deeney Muhammad, La Kalaam
Aap Se Qaim Hai(N), Duniya Mei(N) Mudaam
Tum Ho Waliyo(N) Ke Wali, Piro(N) Ke Pir
Sayyad-Us-Saa’daat Ho, Miro(N) Ke Mir
Tum Ho Apne Khaadimo(N) Ke Dastagir
Kyo(N) Rahe Mehrum Phir Ham Aey Dastagir zulfiqar