Add Poetry

Daard

Poet: MEHNAZ SHOUKAT ALI By: MEHNAZ, Karachi

Jo Mehsoos Ho Uska Naam Hai Daard
Takleef Sah Kar Woh Raad Hojaye Woh Hai Daard
Takleef Jo Dosro Ko Dekh Kar Ho Woh Hai Daard
Alfaaz Mai Bayaan Na Ho Woh Hai Daard
Ankhein Jis Se Aksh Baar Hojaye Ho Hai Daard
Dil Ki Baat Jab Zubaa Per Na Aasakhe Woh Hai Daard
Zindagi Cut Jaye Per Haasil Kuch Nahi Ho Woh Hai Daard
Apno K Hote Zindagi Tanhai Mai Guzaar Jaye Woh Hai Daard
Har Safar Akele Guzar Jaye Woh Hai Daard
Chik O Pukaar Ka Naam Nahi Hai Daard
Dil Tootne Se Jo Awaaz Na Aye Us Ka Naam Hai Daard
Apno Se Bichar Jane Per Ko Aah Nikale Woh Hai Daard
Jab Main Na Rahoga Phir Yaadein Baan Jayegi Daard Mehnaz
Daard Ko Raad Karne Ka Koi Tu Hoga Raaz App K Pass

Rate it:
Views: 280
22 May, 2016
Related Tags on General Poetry
Load More Tags
More General Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets