Daf'atan Zahen Me Ehteraam Agaya Ala Hazarth Ka Lab Par Jo Naam Agaya Kya Arab Kya Ajam Sab Ke Sab Keh Uthay Ahle Sunnat Ka Dekho Imam Agaya Yeh Hai Ehsaan-E-Ahmed Raza Sunniyo Hum Ko Padhna Darood O Salaam Agaya Najdiyat Munh Ko Apne Chupane Lagi Ru Ba Ru Jab Raza Ka Kalaam Agaya Hashr Me Dekh Kar Mujh Ko Rizwaan Kahe Dekho Dekho Raza Ka Ghulaam Agaya Manqabat Naat Likhna Tufail-E-Raza Tere Hisse Me Khalid Yeh Kaam Agaya