|
Aisa such main hota hai Kia? Asghar Sahib Hamain to aisa nahin lagta.beharhal bohat mazey ki shayary likhi hai. Pazzh kar dil Khush ho gia.Daad ke phool aur duaon ke nazraney hazir hain.
|
By:
Azra Naz,
Reading UK
on
Feb, 06 2013
|
|
|
Azra sahiba thanks for ur kind remarks yeh jo aap ne sawal poocha yeh sab Shaheen sahiba ki mehrbani hai mere khyal mein agar wo sawalat na kartien tou koi na kuch kehta bivio bauht achi hoti hain yeh tou sab imagination hai ..........duaien bhool gya dairon duaien......asghar
|
By:
asghar,
birmingham
on
Feb, 07 2013
|
|
|
|
|
|
BHAEE ASGHAR ZARA YE TO BTAEN KIA ORTEN ITNI HI ZALIM HOTI HEIN KEY SHAER JESEY MARDON KO GEEDAR BNA DETI HEIN?BEWIAN BOHAT ACHI BHI HOTI HEIN AAP NEY TO SUB KO AIK HI LINE MEIN KHARA KAR DIA.SHOHAR BHI ACHI BHALI BEWION KO NAKO CHANEY CHABA DETEY HEIN.KHAIR YE TO THI MZAAQ KI BAAT AAP KI YE FUNNY POETRY BOHAT PSAND AAEE.UMEED HAI ESEY HI LIKHTEY RAHEN GEY.ALLAH AAP KO SLAAMAT RAKHEY.AAP NEY GILLA KIA THA KEY AAP KO SAHIB KUN KAHA BHAEE KUN NAHI KAHA.LEN AB KEH DETI HUN ASGHAR BHAEE SAHIB SLAAMAR RAHEN AMIN
|
By:
Mrs. Sehar Farjad,
pakistan
on
Feb, 06 2013
|
|
|
First of aal am greateful for ur comments you all no pretty well that poetry is imagination I didn't mean to heart any ones feelings I apologise to all ladies if I offended in any way by the way ainda kaan pakadh kar tauba no poetry about ladies..........Khuda aap ko khush rakhe behn apni raye dete rehna insan hoon galti ho jaati hai ......Asghr
|
By:
asghar,
birmingham
on
Feb, 07 2013
|
|
SLAAMAT RAHEN AMIN
|
By:
Mrs.Sehar Farjad,
pakistan
on
Feb, 06 2013
|
|
|
|
|
|
Too much hamorious and real comic is found in your this poem Asghar...... your fans I think also too much enjoyed but little bit sad...am right sir ji? Dad wasool krain ji........
|
By:
jamil Hashmi,
Rawalpindi
on
Feb, 06 2013
|
|
|
yes you are right Jamil bhai thanks for ur kind comments Asghr
|
By:
asghar,
birmingham
on
Feb, 07 2013
|
|
|
|
|
|
Asghar g aap ki chulbali poem ney bohat maza dia.lekin aik baar ye bhi to hai key aksar shohar bhi barey zalam hotey hein to un par bhi kuch likhna chahiey.aap ney mughey likhney ka mashwara dia tha to us key liey shukria ada karti hun lekin mein samghti hun key ye merey bus ka kaam nahi hai aik baar poetry likhi to friends han hans key pagal ho gaen tub sey himat hi nahi parti ye bohat mushkil kaam hai aap log likhtey hein to rashk aata hai key rozana itna acha kesey likh letey hein. apni duaun mein yaad rakhen mughey
|
By:
ayesha khan,
karachi
on
Feb, 06 2013
|
|
|
abhi dobara comments kiey they kahin ghaeb ho gaey.dobara ghor kia to pata chala wo likhney ka mashwara aap ney mughey nahi dia tha bal key kisi aur sahib Nadeem sahib ko dia tha.ghalat fahmi key liey sorry karti hun
|
By:
Aysha Khan,
Karachi
on
Feb, 06 2013
|
|
Ayesha Khuda aap ko khush rakhe jis insan ke aap jaise pakeeza khyal hoon aur himat kare tou kiya ho nahi sakta mein tou abi apne aap ko tifal e maktab bhi nahi keh sakta shaair hona tou bade door ki baat hai.........meri zindgi ke 2 asool hain mere kisi kaam ki tareef ho tou groor nahi karta koi dilshikni kare tou wo dil pe nahi rakhta mein hamesha apna muqaam yaad rakhta hoon.....asghr
|
By:
asghar,
birmingham
on
Feb, 06 2013
|
|
sorry aaj ghor sey dekha to aap ney mughey nahi Nadeem sahib ko likhney ka mashwara dia tha.mein sanghi thi wo merey comments key jwab mein likha tha.sorry again sir
|
By:
Aysha Khan,
Karachi
on
Feb, 06 2013
|
|
|
|
|
|
RESPECTABLE SIR "THE KING OF REAL POETRY" KIA HE KHOOB HAQEEQAT SHNASE FRMAYE AAP NE . DILL P ASSAR KRNE WALAY ALFAZ.WONDERFULL THOUGHTS .KIA BAAT HAI . DAAD K SAATH DHAIROON DUAEEN QABOOL FRMAYEN . MGR AIK BAAT MERE SAMAJH NAHE AATE K AKSSAR WIFE KO HE ZALIM AUR HUSBAND KO MAZLOOM KION SAMJHA JATA HAI .? AUR AIK SABOOT TO AAP KE HAMAYAT MAIN AA GAYA HAI.BAQI AAP HE KE HAMAYAT MAIN FULL VOTE .KHAWATEEN ZALIM HUSBAND KE NAZAR MAIN .KMAAL HAI . YE AAP P TANQEED NAHE BUS AIK SWAAL POOCHA HAI . AAP KE YE GAZAL READ KR K JAHAN BUHAT SE SWAAL UBHRAY WAHA AIK MUKHTALIF ANDAZ E BYAAN BARRA HE MANN BHAYA . OLD HOME KE AAP NE WAQAEE HAQEEQAT BYAAN FRMAYEE AB HAR JAGGA AISA HEE HO RAHA HAI JO TAQLEEF DEH HAI. AIK MUASHRAY KA DARD HAI JO AAP NE APNAY KLAAM MAIN NUMAYA FRMAYA. CONGRATULATIONS WITH DEEP RESPECT .
|
By:
Shaheen Mughal,
gjn,Pakistan
on
Feb, 06 2013
|
|
|
Shaheen sahiba aap bauht pyare comments daiti hein Allah aap ko khush rakhe.....Asghr
|
By:
asghr,
birmingham
on
Feb, 06 2013
|
|
|
|
|
|
shukriya Dr sahib Khuda aap ko sda khush rakhe.......Asghr
|
By:
asghar,
birmingham
on
Feb, 06 2013
|
|
|
|
|
|
By:
dr.zahid sheikh,
lahore,pakistan
on
Feb, 06 2013
|
|
|
|
|