Sab Insaan Murda Hain Zinda Hain Jo Ilm Wale Hain Sab Ilm Waley Soye Huwe Hain Bedaar Woh Hain Jo Amal Wale Hain Tamam Amal Waley Ghaatey Mein Hain Faidey Mein Woh Hain Jo Ikhlaas Waley Hain Sub Ikhlaas Waley Khatre Mein Hain Sirf Wo Kamyab Hain Jo Takabur Se Paak Hain