Khatam Apni Chaahaton Ka Silsila Kesay Hua Tu To Mujh Me Jazb Tha Mujh Se Juda Kesay Hua Chub Gaeen Seene Me Tooti Khwahishon Ki Kirchiyan Kaya Likhoon Dil Tootnay Ka Haadsa Kesay Huwa Wo Jo Rag-E-Jaan Tha Kabhi,Milta Hai Rukh Phair Kr Sochta Hoon Is Qadr Woh Bewafa Kesay Huwa