Wo Aahaiy Bhar Raha Tha Apni Tanhaai Main Baith Kar Toh Koi Dil Toor Raha Tha Muhabat Ko Baich Kar Dil Rogi Ho Raha Tha Yay Manzar Daikh Kar K Koi Dil Ka Hara Chala Tha Yay Dunya Chor Kar K Abar Bhi Ro Parha Tha Us Dewane Ko Daikh Kar Farooqi So Raha Tha Ghum Ki Chahdar Orh Kar Farooqi Intizar Main Tha Yay Tamasha Daikh Kar Jaan Sakoon Main Aagai Rooh Parwaz Chor Kar