Momin Ki Miraj Hai Madina Momin Ki Khwahish Hai Madina Dilo Jan Se Piara Hai Madina Dilo Rooh Ka Skoon Hai Madina Madinay Ki Galia Madinay Ki Rahain Madinay Ki Matti Madinay Ki Hwaian Madinay Ki Gtain Madinay Ki Chao Madinay Ki Dhoop Madina Ki Khak Yeh Arzoo Hai K Seb Dekh Loon Allah Ka Ghar Dekh Loon Kash Jald Wo Wakt Aye Mian B Madina Jao Khak E Madina Ankhon Se Lgaon Madian Ki Hwao Ka Lutf Uthao Ay Meray Allah Jald Bula Lay Mujh Ko Madina Zindagi K Din Poray Na Ho Jaye Bin Dekhay Madina