Aap Na Sahi Aapki Yaadain Toh Saht Hain Kari Thi Jo Sang Baatain Kabhi Wo Baatain Bhi Yaad Hain Kia Hoa Jo Tanha Ho Aaj Main Apka Saht Bhi Yaad Hain Phol Chahy Khil Jaiay Angan Main Phol Bhi Udhas Hain Aankhain Khuli Hain Par Tujhe Daikhne Ko Baitab Hain Barish Ki Bondain Tuj Par Ghirne Ko Baiqrar Hain Aiay Hawaao Ja Kar Usay Yay Paigam Toh Doun Tera Farooqi Tuj Bin Udhas Hain