Kuch Dair Baitho Toh Beeti Yaadain Taaza Kar Lain Tere Apno Say Muhabat Ka Takaza Kar Lain Kuch Zindagi Nay Khail Khaila Hain Kuch Haatoh Ki Rekhaao Nay Muhabat Toh Nahi Usay Ik Khail Lag Raha Hain Kahyti Hain Dunya K Aagaiy Muhabat Ka Tamasha Kar Lain Farooqi Tehar Ja Abhi Kuch Pal K Leyay Apne Jane Say Pehyle Muhabat Ka Janaza Kar Lain