Tuheed Ka Aks Dikhany Ko Muhammad Ko Blaya Jata Hai Risalt Ki Gwahi Deny Ko Quran Snaya Jata Hai Rehmt Ko Risalt Ki Khatir Mukhtes Krna Mqsood Hova Jb Hi To Qalamdan-E-Rehm Un Ko Hi Thamya Jata Hai Kaheen Prdy Me Hi Batein Hoti Hain Kaheen Aisa Bhi Ho Jata Hai Mehman Bnaya Jata Hai Jalwa Bhi Dikhaya Jata Hai Khulk-E-Azeem Ki Batein Keh Kr Kaheen Shan Brhai Jati Hai Wal`Lail-Uz-Zuha Keh Kr Bhi Kaheen Naz Uthaya Jata Hai Jin-O-Bashar Sub Sunty Hain Pathar Bhi Kalma Pertain Hain Zban-E-Muhammad Sy Rub Ka Jo Pyam Snaya Jata Hai Ijaz-E-Nabi Ki Aik Jhalk Is Me Hi Pinha Hoti Hai Chand Ko Tora Jata Hai Sorj Ko Ghumaya Jata Hai Sarmaya-E-Alfaz Nhi Ye Anbar-E-Lughat Ka Kam Nhi Zikr K Mehky Pholoon Sy Gulshan Ko Sjaya Jata Hai