Add Poetry

Malik Mumtaz Qadri

Poet: falak By: falak , riyadh

Likh Raha Hun Main Shairee Gazi A Millat Per
Kia Jinhun Ney Ahsaan Aaqa S.A.W Ki Ummat Per

Us Azeem Insaan Ka Naam Hai Mailk Mumtaaz Qadri
Jinho Ney Kohsaar Market Main Dikhai Apni Bahaduri

Pal Bhar Main Kar Diya Jahannam Raseed Lain O Mardood Shaitaan Ko
Is Tarah Sey Bacha Liya Namoos A Risaalat K Qanoon Ko

Na Ki Apni Jaan O Maal Ki Parwa Jis Ney
Kar Diya Apna Ahl O Ayaal Allah K Hawaley Jis Ney

Hazaro Takaleef K Bawajood Bhee Woh Muskuratey Rahey
Muskuratey Huwe Guldasta A Naat Lab Per Sajatey Rahey

Is Azeem Inssan Ki Shaan Main To Main Ney To Thora Kuch Hee Kaha
Asal Main To Un K Liye Allah Key Paas Hai Sila

Is Azeem Insaan Ki Qismat Per Mujhey Raksh Aata Hai
Jis Per Allah Ki Khaas Inayat Ho Woh Yeh Mansab Paata Hai

Haye Afsos Sad Afsos Yeh Moqa Mujhey Na Mila
Is Baat Ka Merey Rab Tujh Sey Nahi Kar Sakta Main Gila

A Merey Rab Tujh Ko Terey Is Azeem Bandey Ka Wasta
Falak K Liye Bhee Khole Dey Ab Shahadat Ka Raasta

Rate it:
Views: 1566
09 Jan, 2011
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets