Muhabbatein Neelam Karti Hain Suno Muhabbaton Se Bach K Rehna Muhabbatein Rulati Hain Muhabbatein Satati Hain Yeh Har Kisi Ki Nahi Banti Kisi Kisi Ko Raas Aati Hain Gar Raas Na Aaein To Aziyaton Ka Gulaam Karti Hain Ruswa Sar-E-Aam Karti Hain Muhabbatein Neelam Karti Hain