Add Poetry

Dunya k mazalim

Poet: Masoom By: Syed Hasaan Mehdi, Shaher Sultan

Hum Roty Zaroor Rhey Mgr Chup Ki Zuban K Roop Ma
Hum Pe Kai Zulm Dhaye Gaye Aasan K Roop Ma

Koi Is Bechari Zameen Pe Zulm Dikha Gaya Hai
Isi Liye To Ye Roti Hai Magar Aasman K Roop Ma

In Chahroon Ko Dekh K Kabi Kabi Dar Bhi Lagta Hai
Kahi Koi Bherya Na Ho Is Basti Ma Insaan K Roop Ma

Aakhir Kis Dori Se Dil Bandha Hai Jis Na Toot Jana Hai
Q Isey Aazadi Kahtey Ho Jo Hai Zindan K Roop Ma

Ye Dil K Khandarat Hai Jo Aaj Bhi Ibrat Ki Jaga Hain
Jahan Kabi Bahar Thi Aj Wo Hain Khizan K Roop Ma

Akhir Masoom Tere Dil Ko Masalaa Hai B To Kia Hai
Ye Roota To Hai Mgr Aah Nikalta Ha Azaan K Roop Maa
 

Rate it:
Views: 478
17 Mar, 2014
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets