Yaad Poetry, Shayari & Ghazals

Yaad Poetry is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Yaad Shayari that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Yaad Poetry in urdu 2 lines compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Yaad Poetry Images
آئنہ سامنے رکھو گے تو یاد آؤں گا
اپنی زلفوں کو سنوارو گے تو یاد آؤں گا
رنگ کیسا ہو یہ سوچو گے تو یاد آؤں گا
جب نیا سوٹ خریدو گے تو یاد آؤں گا
بھول جانا مجھے آسان نہیں ہے اتنا
جب مجھے بھولنا چاہو گے تو یاد آؤں گا
دھیان جائے گا بہرحال مری ہی جانب
تم جو پوجا میں بھی بیٹھو گے تو یاد آؤں گا
ایک دن بھیگے تھے برسات میں ہم تم دونوں
اب جو برسات میں بھیگو گے تو یاد آؤں گا
چاندنی رات میں پھولوں کی سہانی رت میں
جب کبھی سیر کو نکلو گے تو یاد آؤں گا
جن میں مل جاتے تھے ہم تم کبھی آتے جاتے
جب بھی ان گلیوں سے گزرو گے تو یاد آؤں گا
یاد آؤں گا اداسی کی جو رت آئے گی
جب کوئی جشن مناؤ گے تو یاد آؤں گا
شیلف میں رکھی ہوئی اپنی کتابوں میں سے
کوئی دیوان اٹھاؤ گے تو یاد آؤں گا
شمع کی لو پہ سر شام سلگتے جلتے
کسی پروانے کو دیکھو گے تو یاد آؤں گا
جب کسی پھول پہ غش ہوتی ہوئی بلبل کو
صحن گلزار میں دیکھو گے تو یاد آؤں گا
Ghalti To Ho Gai Thi Hum Say Magr Hum Nain Bhi Muhabbat Ki
Bahout Hi Khud-Daar Waqai Huay Thay Hum Bhi Shaid
K Dar-E-Maikhaana Pay Hamesha Hi Hum Nain Ussrat Ki
Jo Bola Haal Dill Ka To Woh Hanstay Huay Kehne Lagay Mujhay
Tum Bhi Buss Kia Krtay Ho Hadd Hoti Hai Fursaat Ki
Tum Jo Mill Jaati To Zindagi Kitni Khoobsorat Ho Jati
Aour Aesa Honay Ki Main Nain Bahout Hasrat Ki
Haar Waqt Ussi Ki Yaar Main Dooba Rehta Hai Tu Waqai?
Kuch Alag Hi Hai Yeh Ishq Tera Kuch Alag Hi Tune Ulfat Ki
Ab To Tu Kisi Aour Hi Say Waasta Laga Lay Namaloom
K Khabr Hi Na Ho Saki Usko Teri Iss Shuhrat Ki
Jab Lehjay Badaltay Hain
Jab Phool Khiltay Hain
Jab Badal Barastay Hain
Jab Din Nikalta Hai
Jab Shaam Dhalti Hai
Udaas Shaam Mein Aksir
Tumhari Yaad Aati Hai
Mujhay Ik Baat Batao
Zara Yeh Tu Samjhao
Muhabat Janon Ban Jaye
Tu Q Hasil Nahi Hoti
Jiss Ko Paana Mushkil Ho
Uss Say Muhabat Q Hoti Hai
Udaas Shaam Mein Aksir
Tumhari Yaad Aati Hai
Jab Koi Muhabat Ka Wafaa Ka Naam Leta Hai
Jab Koi Jafaa Mein Toot Jata Hai
Saath Chal Kar Koi
Jo Roukh Morr Leta Hai
Dill-E-Hasas Ko Thokar Say
Torr Dayta Hai
Jab Chaand Muskurata Hai
Aur Sitaaray Chamaktay Hain
Main Aur Tanhaai
Jab Humtangosh Hotay Hain
Yaado'n K Band Darichay
Holay Say Jab Khultay Hain
Jab Ankh Barasti Hai
Udaas Shaam Mein Aksir
Tumhari Yaad Aati Hai
Jab Ufak Par
Din Aur Raat Miltay Hain
Jab Subha K Sitaaray
Chaand Say Bicharrtay Hain
Phool Jab Mehktay Hain
Aur Barish K Paani Mein
Jab Akass Dhaltay Hain
Kisi Phool Say Amber
Jab Khushboo Milti Hai
Udaas Shaam Mein Aksir
Tumhari Yaad Aati Hai
Kabi Jo Tum Odas Ho Jao
To Mere Pas Chale Ana
Kabi Khud Se Khafa Ho Jao
To Mere Pas Chale Ana
Na Samjhna Takaluf Koi
Meri Jan Din Ho Rat Ho Tum Chale Ana
Na Ho Gi Shikayat Koi Tum Se
Chahe Is Bat Ko He Azmane Chale Ana
Jub Ho Dekhni Tumko Jeet Apni
Rasme E Adawat Ko Nibhaane He Chale Ana
Ho Jaye Tariki Jo Tere Shaher
Mere Dil Ke Chirag Ko Jalane Chale Ana
Saham Jao Jo Kisi Saye Se Tum
,, Aamir ,,
Chupke Se Meri Banho'n Ki
Panaho'n Main Chale Ana
Tumko Kasam Hai
Jub Na Mile Koi Apna
To Mere Pas Chale Ana
Sath Honey Ka
Dil Main Hay Yadon Ka Pehra Aur
Aur Her Aik Chehry Main Us Ka Chehra
Hajomey Bala Main Bhi Hay Tanahi Ka
Ahsas Kiyon Mughey
Phir Palkey Ho Jatin Hain Naam Meri
Jab Bhi Achanak Sey Ajati Hay Koi Baat
Uski
Yeh Dil Main Hay Besakoni
Aur Zindagi Ki Bekali! Najaney Kab
Talak Rehy Gi Yeh Halat Meri
Aaj Na Chahte Hue Bhi Woh Yaad Aaya Bahut
Uske Baad Toh Jaise Wehshaton Se Dosti Ho Gayee
Phir Kyun Aaj Tanhaiyon Ne Daraya Bahut
Woh Mera Tha Mera Hai Mera Rahega
Hum Ne Aise Khayalon Se Khud Ko Behlaya Bahut
Shamma Ke Jalne Par Hum Afsoos Karein Kyun
Hum Ne Bhi Manind Shamma Khud Ko Jalaya Bahut
Hum Ne Jis Kisi Ko Bhi Humdard Samjha Bilal
Woh Hamare Dukh Pe Najane Kyun Muskuraya Bahut
Teri Yadoon Ka Aik Azaab Sa Jarri Hai
Bhullana Tujhay Iss Qadar Nahi Hai Aasan
Aik Umer Tere Naam Pay Guzaari Hai
Thakk Kar Betha Hai Yahan Kaun Bhaala
Khwahishon Ka Safar Abhi Jaari Hai
Laag Kar Deewar Say Nidhal Sa Betha Hai
Woh Jiss Nay Ro Ro Kar Raat Sarri Guzarri Hai
Raat Bhar Yeh Shama Teri Yaad Mein Jali Hogi
Teray Ek Isharay Kay Liya Yeh Aaj Bhi Muntazir Hogi
Khabi Teri Chukhat Say Yeh Khali Na Palti Hogi
Teray Bina Aaj Bhi Kehin Ahdhori Shaam Guzri Hogi
Aaj Bhi Meiry Mehkhany Mein Tumhari Hi Kami Hogi
Bhari Mehfil Mein Ju Ansowo Ko Pee Gai Hogi
Nah Pooch Aaj Wo Teiry Bina Kaisy Jee Rehi Hogi
Kabhi Shaam Dhalay Ek Nazar Ju Idhar Pari Hogi
Dhalty Suraj Ko Wo Yun Udaas Nah Takti Hogi
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya
Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum Ne
Ab Dil Main Maazi Basana Hi Chor Diya
Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya
Kabhi Na Maangen Ge Kisi Se Bheek Mohabbat Ki
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
Main Aap Ko Kis Tarha Bhool Sakte Hoon
Main Ne Aap K Osaaf Sey Mohabbat Ki Hay
Kabhi To Aap Ney Bhi Mujhe Yaad Kia Ho Ga
Main Ne Un Lamhao Sey Mohabbat Ki Hay
Jin Main Hoon Sirf Humare Batein
Main Ney Un Oqaat Sey Mohabbat Ki Hay
Or Jo Mehke Ho Sirf Aap Ki Mohabbat Sey
Main Ne Un Jazbat Sey Mohabbat Ki Hay
Aap Sey Milna To Aab Khawab Sa Lagta Hay
Main Ney Aap K Intezar Sey Mohabbat Ki Hai
Heart Touching Yaad Poetry in Urdu
If your heart is full of emotion, Urdu poetry helps convey what you feel better than speech alone can. It gives us strength in
Memories have a way of staying with us sometimes as a smile, sometimes as a tear. Urdu Yaad poetry is a way of expressing those feelings in a form that instills the moment into words and reaches the heart. Urdu poetry expresses memories, it can be of someone we love; it can be of a friend or it can even be the memory of a bygone era but it gives voice to those emotions in a unique, earnest and elegant way.
Yaad poetry in Urdu typically combines love, longing and nostalgia. It talks about times one will never forget or relationships that left a scar or feelings that come back when we relearn some place, song or time of year that makes us think of someone we were close with.
To those who would also prefer to communicate heart strings by sending a message, you can easily send message with the heartfelt yaad poetry in Urdu text. Written verses can be posted on social networks, sent to an individual, or even stored as a reminder one against oneself. The most beautiful thing about Urdu is that even the simplest idea can sound soulful in it.
The yaad poetry in Urdu text has resonated with the many people since it is very similar to their life experiences. It offers comfort, peace & sometimes even healing. These lines are not merely of the loss of someone, but of the appreciation of the connection where those memories were worth retention.
Be it love that is lost, childhood memories or a friend who lives far away, Urdu yaad poetry keeps such connections. The poetic lines will help to express the emotions that can hardly be pronounced.
A lovely collection of romantic Urdu shayari perfect for expressing heartfelt feelings to loved ones.
- Muntaha , Karachi
- Thu 23 Oct, 2025
There’s just something magical about love poetry in Urdu. It says things that are hard to put into words. I love how romantic shayari in Urdu captures both the sweetness and the pain of love so beautifully.
- Fatima , Islamabad
- Tue 21 Oct, 2025
This love poetry section is full of warmth and beautiful emotions. Each poem captures the feeling of love perfectly. I enjoy visiting this page again and again.
- Haris , Karachi
- Thu 16 Oct, 2025













