Sitam
Poet: By: Dia Sheikh, LONDONKabhi Abaad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha
Sitam Har Roz Wo Naya Ijaad Karta Tha
Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya
Jo Panchi Roz Mere Naam Par Azaad Karta Tha
More Sad Poetry
Kabhi Abaad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha
Sitam Har Roz Wo Naya Ijaad Karta Tha
Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya
Jo Panchi Roz Mere Naam Par Azaad Karta Tha