Sakoot-E-Tanhai Mein Tanhai Sada
Poet: S. Sadia amber jilani By: Syeda sadia amber jilani, Faisalabad, punjab,pakistanSakoot-E-Tanhai Mein Tanhai Sada Deti Hai
Khudfaramoshi Bhi Kia Rah Dikha Deti Hai
Har Cheez Say Wabasta Hai Yaad Teri
Har Cheez Mujhay Aksir Rulaa Deti Hai
Kisi Asaib Ki Tarah Muhabat Bhi
Shehar K Shehar Mitta Deti Hai
Ahel-E-Zouq K Liye Lazim Hai Zaraf Bhi
Intaha-E-Shouq Ruswaai Bhi Saja Deti Hai
Mukhlish Jazbo'n Say Jo Hun Sargarda'n
Un Ko Mazil Bhi Dua Deti Hai
Sulga Kar Teri Yaad Bhi Aksir
Mujhay Mujh Mein Hi Jala Deti Hai
Takhiyul-O-Khailat Mein Bas K Meray
Teri Khuahish Mujhay Tera Bana Deti Hai
Meray Dard Ko Mujh Mein Hi Duba Kar
Meri Muskaan Kai Raaz Chupa Deti Hai
Kuch Log Hotay Hain Nasar Ki Manid
Khamoshi Un Ki Bhi Har Baat Bata Deti Hai
Muhabat Mein Wafao'n Ki Anmoul Kashish
Ana Ki Har Diwaar Gira Deti Hai
Musafat-E-Umer Ki Har Talash Meri
Mujhay Tera Hi Pata Deti Hai
Ik Dil- E -Udaas Ik Yad Teri
Meri Wehshat Kuch Aur Bharra Deti Hy
Jala Deti Hai Muhabat K Charago'n Ko Amber
Wafaa Apnay Takazay Kia Khoub Nibhah Deti Hai
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا






