Meri Zindagi

Poet: Yousuf By: Muhammad Naqi, karachi

Meri Zindagi Mujhe Ye Bata
Mujhe Bhul Ker Tujhe Kia Mila

Meri Hasraton Ka Hisab De
Dil Tor Ker Tughe Kia Mila

Tere Char Din K Piyar Se
Mujhe Umer Bhar Ka Ghum Mila

Men Toot Ker Bhikar Gaya
Mujhe Tor Kar Tujhe Kia Mila

Rate it:
Views: 802
29 Nov, 2008
More Sad Poetry