Bewafai Us Ki Mitta Kar Aaya Hoon

Poet: By: Rainy Eyes, Kotri Kabir

Bewafai Us Ki Mitta Kar Aaya Hoon
Khatt Us Ke Paani Mein Baha Kar Aaya Hoon

Koi Parh Na Lay Us Bewafa Ke Wadon Ko
Is Liye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaya Hoon

Rate it:
Views: 455
06 Mar, 2014