Home | News | Finance | Dictionaries | Mobiles | Cricket | Games | Classifieds | Forum | Career Counseling | Recipes | Articles | Poetries | Islam 
 

Webmaster Tools

• Domain Registration
• Web Hosting
• Web Designing

• Jobs / Biz Partners
• Feedback
• About Hamariweb
• Contact Us
• Advertising
 
 
 
 
 
 
Add to Favorite
Click here to get Consultancy.  اپنے سوالات درج کروانے کے لیے یہاں کلک کریں
 Career Consulting Answers Career Counseling Home Page
 
 
Question (Total Replies: 1)Tuesday, March 29 2011

Surraiya (Student)
Masters Degree
Masters in Mass communication
karachi


Aslam o Alikum, mera name Surraiya hay, masters in mass communication. mian khud mian mojod abilities ko grow up karna chahti hon, please advise me k mujhe kiya karna chahye.

 
   
 Share Your Comments 
 اپنا تبصرہ شامل کریں 
 Apna Tabsarah Shamil Karen 
   

Muhammad Tariq Khan (Career Advisor), HyderabadThursday, March 31 2011
Total Posts: 197
 Rate this Answer

W/Salam Surriya,

Ye aisa sawal hai jis ka koi aik jawab nahi ho sakta.
Har shaks ki apni kuch khoobian hoti hain aur kuch khamiyan.
Ap ko sab say pahlay apnay ap ko khud judge karna hoga kah ap kay andar kiyan khobiyan (Abilities) hain aur kiya khamiyan (Weakn points) hain.

Ap nai ye nahi bataya kah ap ki kiya khobiyan hain aur kiya khamiyan.

Jaisa kah ap Mass Communication ki taliba hain, tu kuch ahaam nukaat par tawajo dijiye,

- Writing skills
- Networking (Public relations)
- Talk with authentic references (Always use references while conversation with others)

Aur bhi buhat say nukaat hain. Agar ap apnay sawal ko aur tafsili andaz main bayan karain tu main ziyada achay tareqy say jawab day paon ga.

Regards
Muhammad Tariq Khan
[email protected]

Click here to Ask More or Share Comments on Muhammad Tariq Khan's post.

 

 

Home | About HamariWeb | Contact Us | Advertising | Privacy Policy | Urdu Search | Urdu to English | English to Urdu | Islamic Names


Important Phone Numbers | City Dialing Codes | International Dialing Codes | Games | Site Map

 
 WebizMedia.com

Copyright © 2024 HamariWeb.com All Rights Reserved.