Abdul Waheed (Professional) Matriculation / O Level Mechanical Engineering Karachi
| Aslam o Alaikum,
Sir main ye janana chahta hon, main nay 1992 main 10th pas ki thi ab main job karta hon kya main ab apni education ko jari rakh sakta hon, is waqt main as Asst mechanical Eng ki job kar raha hon, kya aap koi asi suggestion dain gay jis say maray career main kuch bihtri aay thanks & regard.
|