Home » Blogs »

ذوالقرنین کا عین وقت پر میدان چھوڑ کر بھاگ جانا درست قدم یا شرمناک واقعہ ؟

ایسا لگتا ہے کہ پاکستان کرکٹ کا ستارہ مسلسل گردش میں ہے۔ آئے دن نت نئے مسائل اور ڈراموں کا شکا ر پاکستانی کرکٹ اپنی تباہی کے دہانے پر کھڑی ہے۔ 8 نومبر کا دن بھی پاکستانی کرکٹ کے لیے دنیا بھر میںجگ ہنسائی کی وجہ بنا جب پاکستانی وکٹ کیپر ذوالقرنین حیدر کا یہ پیغام میچ شروع ہونے سے صرف گھنٹہ قبل خبروں کی زینت بنا کہ وہ اچانک دبئی چھوڑ کر انگلینڈ روانہ ہوگئے ہیں۔

اسباب جو بھی رہے ہوں کیا ذوالقرنین حیدر کا کھیل شروع ہونے سے چند لمحے قبل اپنی قومی ٹیم کو بغیر مطلع کیے انگلینڈکے لیے روانہ ہوجانا صحیح قدم تھا؟ یا اس شرمناک واقعے کا ذمہ دار بھی پاکستان کرکٹ بورڈ ہی کو سمجھا جائے گا؟

آپ ذوالقرنین حیدر کے اس فیصلے پر اپنی رائے کا کس طرح اظہار کریں گے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
اس نے بہت برا کیا اپنے ساتھ بھی اور ملک کے ساتھ بھی
Hafiz Safdar Ali, riyadh saudi arabia Tuesday, November 23 2010
aj kal bas ak hi bat ka charcha hi k zoulkarnen team chour kr bag gya hi mere khyal main humare log mazi ko bool jate hein es se phele kya kuch nehi howa hamri team main kya waseem akram saleem malik ijaz ahmed aqib jawed or pata nehi ketne nam hain jeinu ne crickt ko badnam kya .es bechare ke itni bari ghalti nehi jetna p c b es ko uchall raha hi . main mohsan sab se poochta hu k ap jab out of p c b they to ap kehte thy k agar main crickt bord main huta to ye jo 2 player hein imran nazir or asim kamal jen ka carer khtam ho raha he .in ko main waps p c b main ley kr au ga or jab ap ko Allah ne izat de to ap ye kehte hein k imran nazir goli dande ka playr hi .ap ko sharm ani chahye the ese bat kehte howe .akhir ap b to team playr thy ap ko ye zeb nehi deta
tahir gul.greece , greece ionnana Tuesday, November 23 2010
Zulqarnain ny maidan sy bhag kr bohat bari bewaqufi ki..or usay iski saza milni chahye..or yaqnan us nay is kam k lye rupees lye hain..
Sahkeel Ahmed, Lahore Tuesday, November 23 2010
wel don zulqarnain bhai aap ne accha kia kiu k agar aap ko khuda na khawasta kuch hota to issi crekt k sehnsaho ne 2 din afsos karna tha or phir apne kamo main magan ho jana tha ye dhrty azeem hai lakin iss k basny walo ki soch inthai sharem nak hai ye jo 24 gantay aik honey ka dawa karty hain in se koi ye to puchay aik hona kehty kisay hain sirf baton se kam nahi chalay ga is zalim hakoomat ko kisi or tariqay se hi bagna paray ga jo apny ghar walo ko nahi bhaksh paya to hum to phir us k kuch nai lagtay
maher, sergodh Tuesday, November 23 2010
salaam,zulqarnain is a very intelligent boy,us ko zaroor koi pareeshani ho gi jiss ki waja se us ne cricket chorne ka faisla kia ha aur dubai chor kar chala gya tha.warna woh medaan chor kar bhagne walun me se nahi ha
Muhammad Naeem, ISLAMABAD Tuesday, November 23 2010
Ager to such men Zulqernain ko dhamki mili he to us ne bilkul theek kia he. Or ager drama he to use doob mrna chahiye.
Aneeba, Faisalabad Tuesday, November 23 2010
ye bohat bara player he jo isay threat milnay thay k match n jitwaey
pehlay batting to seekh le
aur thori sehat b banale
Abdullah , fsd Tuesday, November 23 2010
yay sub jhot hy.agar zulqarnain itna he darpok tha to cricket kyon khylta the.osy aisa nai krna chahey tha......
dilshad anjum, burewala Monday, November 22 2010
Pakistan fell into the depth of shame when after match fixing scandle of Pakistani Players at British but it added the grief of Pakistani when Zulkarnan Haider left the team and went abroad. He was cowardice who could not bears the threats of Indian bookies who are always in a way to defamous Pakistan
muhammad naeem, Lahore Monday, November 22 2010
he should be stay at dubai and should told the mangment if he loss his life on the sport he will appreciate in the whole world and it will be another hero of Pakistan. but now shame on zulqarnane .
ejaz, karachi Monday, November 22 2010
yeh bilkul jhot hay zulqarnain sab sirf publicity chaty hain or koi bat nahe hay itna bara khlari nahi hay jis k sath match fix kia jay
Rehan Amin Mayo, Sialkot Monday, November 22 2010
zulqarnain haider ka faisla theek hai .. us ko waise b team se bahar nikala ja rha tha jab k us ki performance theek thi. pakistan main aise he dhamkiyan lgti rehti hain ...... jaan aik baar milti hai us ki hifazat krni chahiye.......afridi ko captani se hataya jaye younis khan best captin hai...hamariweb is best website .,..
sajawal, sadhoke Monday, November 22 2010
zulkarnan ne pure pakistani kom ka sar sharam se jhuka dia hai
nawaz, lodhran Monday, November 22 2010
dheko dosto god na kary ager ye sub ap logo k sat hota to kia karty apny uper rakh kr socho phir apny comment dy plz ok t.c
alizy, karachi Monday, November 22 2010
ذوالقرنٰین نے اچھا کیا ہے اعجاز بٹ کی وجہ سے سارا کام ہو رہا ہے اور اس کا ذمہ دار بورڈ ہے ذوالقرنین تم بورڈ کے متعلق سب صاف بتادو اللہ آپ کے ساتھ ہے تم قدم بڑھاؤ میں تمہارے ساتھ ہوں
ABDUL BASIT , [email protected] Monday, November 22 2010
ye koy itni bari bat nehi pakistani team k liye ye sab team slactor or captan shahid afrdi ki ghalti he pakistani team main to wase b rishtu ke laj rakhi jati he phale ijaz butt sab salman butt ko le kr aye thy or ab ak or toohfa fawad alam jab who short khelta he to bat hath se phisal jata hi crickt board main a se le kr z tak sab choor haine en ko crickt board ka nehi wasa ka charman bnana chaye team slactor mohsan jo ye kheta he k imran nazir goli dande ka player he to who cricket k bare main kuch nehi janta us ko team slactor nehi balke team ka peon hona chaye
tahirgul, 674529 Monday, November 22 2010
salam.is waqy ke zemdar pakistan cricket board hy.
hafiz imran , karachi Monday, November 22 2010
salam
is mein us ki koi galti nahi hai sab pcb hai imran nazir ko nahi le re ahmed shazad ko nahi le rehe ab inhe chayei ke new zeland ke khlaf imran nazir or ahmed shazad ko le le zulqar nain sahi kara or sab pcb ki waja se
nbaba49, lahore Monday, November 22 2010
is sab ka zemedar ijaz butt hei.ijaz butt nay pakistan kei cricket tabah kar dei hei.ijaz butt ko resigned dina chei hei.
aliafridi320, peshawar Monday, November 22 2010
zulqarnain is a cheeter not a pakistani lover . shame for zualrarnain he is never achive his targets in life . next we can see his life stories soon .
mohammad asghar , al madina munawra Monday, November 22 2010
Displaying results 81-100 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last