Home » Blogs »

ذوالقرنین کا عین وقت پر میدان چھوڑ کر بھاگ جانا درست قدم یا شرمناک واقعہ ؟

ایسا لگتا ہے کہ پاکستان کرکٹ کا ستارہ مسلسل گردش میں ہے۔ آئے دن نت نئے مسائل اور ڈراموں کا شکا ر پاکستانی کرکٹ اپنی تباہی کے دہانے پر کھڑی ہے۔ 8 نومبر کا دن بھی پاکستانی کرکٹ کے لیے دنیا بھر میںجگ ہنسائی کی وجہ بنا جب پاکستانی وکٹ کیپر ذوالقرنین حیدر کا یہ پیغام میچ شروع ہونے سے صرف گھنٹہ قبل خبروں کی زینت بنا کہ وہ اچانک دبئی چھوڑ کر انگلینڈ روانہ ہوگئے ہیں۔

اسباب جو بھی رہے ہوں کیا ذوالقرنین حیدر کا کھیل شروع ہونے سے چند لمحے قبل اپنی قومی ٹیم کو بغیر مطلع کیے انگلینڈکے لیے روانہ ہوجانا صحیح قدم تھا؟ یا اس شرمناک واقعے کا ذمہ دار بھی پاکستان کرکٹ بورڈ ہی کو سمجھا جائے گا؟

آپ ذوالقرنین حیدر کے اس فیصلے پر اپنی رائے کا کس طرح اظہار کریں گے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Sab say pehlay to sab ko Assalam-u-alaikum meray mutabiq to zulqarnain haider ka maidan chor kar chala jana sahi tha.q k agar kisi akelay aadmi ko dhamkiyan milein or us k apnay mulk main us k ghar walon ko bhi dhamkiyan milein to koi bhi hoga woh bhaag jaye ga.agar kisi minister ko dhamki milti hai to us k badlay main kya hota hai k usay security dee jati hai us becharay ko kya mila.match jitwaya jis banday nay usay agar dhamkiyan milti hain to phir pakistani cricket team bilkul sahi hai k taqreeban har jati hai.so from my point of view zulqarnain haider is right.aur aik baat main zulqarnain haider ko kehna chahunga k no proplem koi ho na ho Allah tumharay saath hai q k tum right ho
Haris Memon, karachi Thursday, November 25 2010
its very bad
he does not do that
its
sjaid hussain, faisalabad Thursday, November 25 2010
All problems created by the PCB, thay could not chance him in international cricket.
ali raza, lahore Wednesday, November 24 2010
درست نہیں کیا ہے
shahnazarshah, Haripur hazara Wednesday, November 24 2010
the whole respönsibilty of this reason is there is no strength and idia about cricket to pak criket board i.e main responsibilty of this reason is pak cricket and also coacher of the team
fayeez ur rahman, bangalore karnataka india Wednesday, November 24 2010
he is right
osama, karachi Wednesday, November 24 2010
us ney pakistan ka sar jhoka dea
us ko chahy tha k apny capitn ko btata .
apny coch ko btata
ya phir icc ko btata in mey sey koi na koi to notas
leta ur koi ikdam b karta.
leqin es ney khud he sary feysly kar ley ur medan chor kar bhagh nekla.
ye koi qulity to na hoi na
us k ley koi esi sza ho k any waly tmam khilrion k ley
ek sbak ho
ghulam shahbaz, faisal abad Wednesday, November 24 2010
zulqarnain haider ne bilkol sahi kya jis taem ka koi deen mazhab nahi in ke sath aisa hi hona cahiye aur raha beizati ka sawal to aamer salman asif ne hamare pakistan ki bhot izat ki he
Muhammad Kamran Khalid, Islamabad Wednesday, November 24 2010
اپنے ملک کے لئے لڑنے والا فوجی میدان چھوڑ کر نہیں بھا گتا اور وہ بھی پاکستانی۔ کھلاڑی بھی ہمارے فوجی ہیں جو ملک کو جتوانے کے لئے کھیلتے ہیں۔
dilber, toba.tek .singh Wednesday, November 24 2010
Buzdil hy, our osko dobara team main naheen lena chahay
ABID USMAN, Karak Wednesday, November 24 2010
sharam ate ha asa logn par jo dar k bhag jate han inke he waja sa mulk ka ya hal ha marna to ak din ha he so live lively
anuisa, pakistan Wednesday, November 24 2010
zulqarnain haider ne bilkol sahi kya jis taem ka koi deen mazhab nahi in ke sath aisa hi hona cahiye aur raha beizati ka sawal to aamer salman asif ne hamare pakistan bhot izat ki he
aamer baloch, lyari Tuesday, November 23 2010
un ko money ki hawas the na k country ki ezzat ka koi pass nhe tha es liye wo medan sy fararrrrrrrrrrrrrrrr ho gy or england ki national t chahiye the es liye us ny ye sb derama kiya zulqarnain sham on uuuuuuuuuuu
afridi baba, khi Tuesday, November 23 2010
ND 1 MORE THING
ye sab ki to shiruat hi AAMIR. ASIF. KAMRAN. OR BUTT. k issue se hui hai agr hmra board KAMRAN or baqi sab plyers ka case ache se menage krta to hmen kya zrurat thi KAMRAN chor ker ZILQARNAIN ko select krne ki. match fixing k ilzamat kis team pe nhi lgte sab se bada example to SUREASH RAINA ko le lo sri lanka mein us k bookies se milne k tasdeeq b ho chukki hai even k srilankan board ne to prove b paish ker diya but nhi wo to acha bhala apni team mein khel rha hai q? apne strong board ki wajeh se or hmara to pura board hi bekariyoo se bhara hua hai jis ko dekho bas apni yari dosti chala rha hai ab imran farhat ko hi dekh lo domastic t20 cricket mein uski kya per4mance thi jo IMRAN NAZIR jaise first class batsman ko chor ker wo gili danda khelne wale ko select ker lya hai board mein uske relationship ki wajeh se.........
sohail, greece larissa Tuesday, November 23 2010
SALAAM TO ALL MY PAKI BROS!
chalo man lo k his claim may be true per aik bat to clear hai wo bohat bada be wqoof hai aray bhai kisi ne dhamki di hai to team menagement ko to inform kr hi skte ho na khair ab hmara board b to chuhe pkarne mein masHhur hai sab ko zulqarnain ki hi galti dikhti hai kisi ne ye socha k wo board ko inform kiye bina q chala gya aisa tabhi banda krta hai jb usse kahin se kuch help milne ki umeed na ho or hmare board ne jaise KAMRAN. AAMIR. ASIF. OR BUTT KI HELP KI WAISE HI us bechare ki b kerte
sohail, greece larissa Tuesday, November 23 2010
its a shameful, discourteous, coward attitude, played with the pride of pakistan whom he called his motherland. who wants to gets only U.K immigration and thus he plained all this drama/story
Rehan Khan, sialkot Tuesday, November 23 2010
zulqarnain haider make big mistake and loss his career.this is total drama.may be he want,s england nationality that why he made like this drama.he is a not big player any body will kill him.what is his record senventh match may be only one fifty.
mohammad.shakeel, jubail saudi arabia. Tuesday, November 23 2010
us na lazman kisi wajha sa aisa kya ho ga is mai us ki koy ghlti nhi.......
tehseen alib, abbotabbad Tuesday, November 23 2010
Zulqarnain ne bht ghalt kia hai agr use koi problem thi to wo team managment ko btata us ne bhag kr bht ghalt kia hia.
Nazish, Lahore Tuesday, November 23 2010
ذوالقرنین نے غلط کیا
ahsan, lahore Tuesday, November 23 2010
Displaying results 61-80 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last