Home » Blogs »

استعمال شدہ کمپیوٹرز پر پابندی۔۔؟؟

پاکستان میں استعمال شدہ اشیاﺀ کی خرید و فروخت کا رجحان بہت زیادہ ہے اور اس کی بنیادی وجہ یہاں غربت کا پایا جانا ہے- ان اشیاﺀ میں استعمال شدہ کمپیوٹر سرفہرست ہیں مگر حال ہی میں شائع ہونے والی ایک خبر سے ایسا محسوس ہوتا ہے کہ حکومت یہ آسانی بھی عوام سے چھین لینا چاہتی ہے-

اس خبر کے مطابق صدر مملکت آصف علی زرداری نے وزارت انفارمیشن ٹیکنالوجی و ٹیلی کام کو ہدایت کی ہے کہ استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حوالہ سے سمری ارسال کی جائے۔ اس سلسلہ میں کمپیوٹرز صارفین اور کاروبار کرنے والوں میں شدید تحفظات کا اظہار کیا جارہا ہے۔ ذرائع کے مطابق استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حامی حلقوں کے مطابق ایسے کمپیوٹرز کی درآمد سے توانائی کا زیادہ استعمال اور ماحولیاتی مسائل پیدا ہو رہے ہیں۔ جبکہ اس تجویز کے مخالف حلقوں کے نزدیک ایسا کرنے سے غریب اور متوسط طبقے کو کمپیوٹرز سے محروم کردیا جائے گا۔

اب حکومت کے اس اقدام کو آپ کس نظریے سے دیکھتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
aisa karne ka matlab hy ghareebon ko zinda mar do
hanzala, D.G>khan Tuesday, April 06 2010
Aslaam.0.alikum jee aisa bilkul nahi hona chaiiya hamari hukumat ka bas chalay to wo insan k sans lanay par bhi panbandi laga dain ALLAH karay koi zardari ko sabaq sikha dy ameen
salma, hyderabad Tuesday, April 06 2010
Present Government is not the Govt. of people, it has nothing to do with the interest of general people, they are working to fulfill their own interests by increasing their Swiss bank accounts, I Pray that ALLAH will not allow them to complete their 5 years of Govt. I need Army, they think in the interest of People,
wajahat nazeer, Karachi Tuesday, April 06 2010
pabandi lagana sarasar ziadti hai
manzoor ahmad, baseer pur Monday, April 05 2010
بات بلکل صاف ہے کہ یہ لوگ اپنے آلودگی پھیلانے والے کارخانے بند نہیں کرنا چاہتے۔ اور سونے پہ سہاگہ انہیں ٹولیاں نوٹ ضرور دیں رہی ہوں گیں تاکہ وہ اپنے نئی چیزیں آسانی سے بیچ سکیں۔
Bilal, Toronto Monday, April 05 2010
زرداری تو پورے ملک کو ختم کرنا چاہتا ہے۔ یہ کونسی بڑی بات ہے۔
arshad, karachi Monday, April 05 2010
aj yE khabar soni maine aik comuter shop par jabb main apna pc lanay gaya ajeeb batain kartay hayy ya log sharminda nahi hotay k agay kya halat hay pakistan ka mujay pakistan se pyar hay magar aisay logo koo sharam a jani chahya jo ghareeb logo ko tang kar rahy hay apni jabien bhar rahay hain mashra isi liya too bomb blast or dosri borayon maion ja raha hay
faisal, lahore Monday, April 05 2010
ASSALAMOALIKUM TO ALL HOKOMUT KO PABANDI NAHI LAGANI CHAHIYE KYUEN K GHAREEB AWAM NEW CHEZAIN NAHI KHAREED SAKTI AGAR KUCH KARNA HI HAI TO HAMARA SECURITY SYSTEM OR BETTER HONA CHAHIYE.
iq, karachi Monday, April 05 2010
MAIN IS BARAY MIAN SRIF YE KEHNA CHAHTA HOON KAY IS WAQT MULK GHALAT HAAT MIAN HAI OR HUM LOG BILKUL BAY BUS HAIN AGAR HUM PHIR SAY AZAD HONA CHATAYAN HAIN TO UNITE HONA PARA GA TAKAY HUM LOG PHIR SAY SUKOON KA SANAS LAY SAKAN ... PHIR SAY EK HONAY K LIA EK DOSRAY KI MADAD KARAIN OR MUTAHID HONE KA SABOOT DAIN ..... THAKNS.....
shahid, karachi Monday, April 05 2010
Used Computer must be banned. Harmful for people.
Tahir, Lahore Monday, April 05 2010
ye logon bohat ziada hogaya hai ager aap log is tarhan hi comment karte raheinge to koi faida nahi hoga is baat par bakaidgi se aap sab log is par sakht action karein taake qaaaron aur phrone ki nasal barbaad aur khatam hojaye hammare mulk k huqmaraan to dekho zardari sab par bhaari ye to ek criminal hai ye to barbaadi ka sabab hain leken mere doston bhayon bhenon buzurgon ye sab hammere ammaal ka natija hai namaz ham nahi parhte ibaadat hum naha hi karte gharibon ka khayaal hum nahi rakhte akhir yahi to waja hai musalman quom sab qomon se peechey hain engraso ka libaas aur un ki aksariat apnaate hain ye aap jese logon ki waja se ye sab hua horaha hai meri koi baaat kisi ko buri lagi ho to maaaf kijiye ga such to sab ko karwa lagta hai ALLAH humein qaaaaroon aur phrone jaisi qomon se hamesha hamesha bachae aur meri ye dua hai ke ALLAH hum sab ko naik hidayat de ameeen
SYED UMER SARWAR, karachi, pakisan Monday, April 05 2010
yar ALLAH in hukmarano ko seedha rasta dikha ye log dunyan ki lagan me akhirat ko bhool chuke hein. in k nazdeeq doulat hi sab kuch hai. ALLAH KAREEM in ko hidayat naseeb kare , khudanakhwasta agar esa hi chalta raha to hamare waatan k noujawanoo ka mustaqbil to taba o barbad ho jaye ga . tamam log apne pyare watan k liye dua kiya karo ka ALLAH hamare pyare watan ko in bhatke huwe logon se mehfooz rakhe aur in logo ko seedhi rah per chalne ki taufeeq de (ameen)
bilal, narowal Sunday, April 04 2010
اس پر بھی زرداری صاحب کو ٹیکس دے دیں (٪١٠) تو معاملہ رفع دفع ہو جائیگا۔ لیکن اب وہ صدر ہیں شاید (٪٢٠) کا مطالبہ کر دیں بحرحال ٢٠ ہی دیدیں جان چھڑائیں
majid, roma Sunday, April 04 2010
Aslamualyqum To All Team of hamari Web ye Log Shukar karay k pher bhi kuch chor rahay hen Ager unhy Es me bhi Kameshan Mily To ye Dramad na Roky ALLAH Pak esy Zalmo Sy Mumlikaty khadad ki Hifazat Farmay Ameen.
waqas, Gujranwala Sunday, April 04 2010
zardary tumy awam kay achay k leye laya tha iss leye nai k tum awam k hi dushman ban jao. mujy iss hakomat se nafrat hai koi b molak k leye nai sochta.
yasir zahoor, jehlum Sunday, April 04 2010
hame is cheez se bohat nuksaan he keun k ab jo cheez 4000 ki thi wo 12000 ki hogai he
javed, t m khan Sunday, April 04 2010
Ya ALLAH is Zalim Hakoomat ko jaldi khatam kar do. Ye Sub Hakoomat Walay Awam Par Bouhat zulam Kar Rahay hen. Sub Aesay Pakistan ko lootnay men masroof hen kay jasay ALLAH nay en say kuch nahi pooshna. Ya ALLAH en sub ko pakkar jasay to nay Qaroon Ko pakkra Tha. (AMEEN)
Muhammad Khalid, Sialkot Sunday, April 04 2010
50% walay nay intel se baat karli hogi, ya phir kisi bahir ki company ko project dediya hoga, kyon k next election mein tu is ka koi face bhi dekhna passand nahi karay ga.
arnold, Karachi Saturday, April 03 2010
yar yaha sub gareeb ko tang karnay may lagay hain un ko kia ha in kay bachay bahir mulko may bathay hoay hain inhay chahye k ye samunder may doob kar mar jay PAKISTAN ZINDA BAD AMRICA MURDA BAD
don, karachi Saturday, April 03 2010
کیا کرو گے ظالم حکمرانوں پیٹ بھر رہا ہے - کہ نہیں، آخر یہ دوزخ تمہاری کب بھرے گی؟؟ لوٹ مچا رکھی ہے
Sameena Ahmed , karachi Saturday, April 03 2010
Displaying results 181-200 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last