Home » Blogs »

ہمارے طلبہ چھٹیاں کس طرح گزاریں

امتحانات کے ختم ہوتے ہی طلبا کو ایک لمبا عرصہ گرمیوں کی چھٹیوں کا مل جاتا ہے- ہمارے اسٹوڈنٹس کی ایک بڑی تعداد کو یہ معلوم نہیں ہوتا کہ وہ اپنی چھٹیوں کو کس طرح کار آمد بنا سکتے ہیں جو کہ ان کی آنے والی زندگی میں بھی فائدہ مند ہو- مثلاً چھٹیوں میں کوئی کورس کر لیا جائے چاہے وہ نصابی ہو یا غیر نصابی یا گھومنے پھرنے بھی جائیں تو کس پلاننگ کے ساتھ-

مذکورہ عنوان “ ہمارے طلبہ چھٹیاں کس طرح گزاریں “ پر اپنی مفید آراﺀ ہمارے نوجوان طلبہ کو اس فورم کے ذریعے دے سکتے ہیں

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ہمارے طلبہ کو چاہیے کہ وہ اپنے بڑوں کا احترام کریں اپنی چھٹیوں میں اُن کا بھی خیال رکھیں کیوں کہ اُن کو آپ کی زیادہ ضرورت ہے
Qasim Ali, Lahore Wednesday, July 16 2008
We have to work hard for our education in these holidays. We have to play freely in these holidays too.
Atif Rehman Ganjera, Sargotha Tuesday, July 08 2008
meray khayal main chutyon main English Language ka course karna chahiye.
Ghoom phir kar time zaya nahi karna chahiye.

waseem, karachi Saturday, July 05 2008
salam, merey khiyal sai chutiyon mai malomati kitabain parni chahiyain aur khel kod karna chahiyai
owais, karachi Wednesday, July 02 2008
ASALAAMUALIKUM 2 all my friends ji to chuttiyan meray khayal main aaram kay liye hoti hain q kay bachaay itnaaay months parhtay hain to kuch to aaram karna hi chaiye han lakin apna homework lazmi pehlay khatam kar liye jaye aur baad main time ho to koi course join kar liya jaye jesay main nay aik course join kia hai just 2 months ka jis main basic batain hain islam ki main main points bajaye ap english course karain yeh course bhi join kar sakty hain aur jesa k saab keh rahy hain k namazon ki pabandi bhi lazmi hai aur ghar kay kaam bhi karain yeh larkiyon kay liye hai ok ALLAHHAFIZ
Hafiza Ismat, karachi Tuesday, July 01 2008
MERAY KHAYAL SAY BACHO KO PAHLAY APNA SARA HOMEWORK KHATAM KARNA CHAHIYAY JO INHAIN SCHOOL MAY MILA HAI, IS KAY BAAD JO CHAHAY KARIEN KOI UN KO NA ROKAY GA NA TOKAY GA.
ANTHONY, KARACHI Friday, June 20 2008
AoA, Dear Friendz vecation means u r free, but in my view its not mean ur totly free 4m ur study. But it is fact that "a sound mind in found in sound body" So, go any where as u wish, seeing the pocket mony, go every where in pakistan bcoz paistan is very beautiful place indeed. if u came Sheikhupura (Hirn Menar) welcome
Thanx.
Babar Jamil, Sheikhupur Wednesday, June 18 2008
ASSalam_0_Alaikum , Tayyaba ji chutiyoon ka matlab chutiyaan hi hain , iss main Parhai kahan say aa gai agar aik month hum nahi perhan gay tu hum aapna name likhaa nahi bhool jain gay ok . chutiyoon ka study k saath koi link nahi hai ,yeh just hum loagoon ko Enjoy k liye hoti hain .kahin famous place per jana, aapni chutiyoon ko bajaye perhnay k goomnay phirnay or enjoy karnay main sirf karoo.(Lahore) ka (Fort) Kila tum nay dekhaa nahi hai -Chutiyaan iss liye hooi hain k in ko Dekhnay aao Or aapni chutiyaan Acchay tareeqay say enjoy karoo....... i Hope All Understand , thank,s
Ali Mehar, gujranwala Monday, June 16 2008
assalamoalaikum to all.main ye kahoon gi chotiyon may perhai or kheel dono he kerna chahiye.bcz normal dayz may students zyada study may lagy rehty hain or kheelny ka ziyada time nhe milta is liye chotiyon may kheel ko bhi jari rakhein kyon k physical activities bhi zaroori hain.koi cource waghera karein 4 example (computer cource, eng language )ta k aapko kuch faida pohchey... or ye jo sab sey zaroori kaam hai or agr aap nhe kerty wo ye k namaz perhny ki aadet dalein....
ALLAH HAFIZ
Tayyaba, Karachi Sunday, June 15 2008
Assalam-o-alaikum, Hamm imtehan ke bad bahad kuch kar sakhte hai jaise k koi english ka course kar looo is se english improve hogi, Computer ka course kar loo ager app ka computer kharab ho jaye to app khud sahi kar sakhoo, ALLAH ki ebadat karoo, quran ki kuch ayatoo ko hifz karne k koshish karooo, Apna dostoo ke sath maojh masti wagara karoo, dosroo se dosti ache karo, competition me hisa looo , or bahad kuch kar sakhte hai agar hmm karna chahe to


Thnx
Mohammad Raza, Karachi Sunday, June 15 2008
Aap sub loagoon ki baatain main nay parhi hain , chutiyain goom phir kar kahin aanay janay main guzarni chahyie. chutiyoon ka matlab yeh hai k aap Ghar main be School khol loo, No. No .. iss ko goom phir k Enjoy karoo. Murree jao. goomo Phiro thats All , Chutiyoon ka matlab yeh nahi hai k ghar main beth k perh perh k Aapni chutiyaan bore karoo. i Hope U Understand . thanks ,
Ali Mehar, Gujranwala Saturday, June 14 2008
Dear freinds first of all CHUTHIAN MUBARAK then behold chuthian ka mutlab her giz farigh hona nahi. aaj kal net ka dor hay.dunya globel village bun gai hay. waqt kum aur muqabala sakhat hay. jo waqt kay sath na challa waqat us ko pachay chor jay ga.jo bacha chuthain zaya kar data hay wo muqabala nahain kar sakta. UTHO WAGER NA HASHAR BAPA HOGA PHER KABHI, DORO ZAMANA CHALL QAYAMAT KI CHALL GAYA. THANKS
Muhammsad haris ijaz, Lahore Pakistan Friday, June 13 2008
hamarey tulba bal k hum ko chahiye k hum apni chutiya fozool kamo k bajae kar aamad tareqey se guzarey. un ko kiya kiya karna chahiye is ki list mandarja zeel ha.
1- Quran Ki Taleem Hasil karein. (Quran ki taleem mukhtalif madaris fraham kar rahien hain)
2- Achi kitabien parhein.(trashey (MUFTI TAQI USMANI), Waldeen ki Qadr kijye(HANIF ABDUL MAJEED)ye kitabien buhat zabardast, maloomati aur ikhlaqiyat se bharpoor ha)
3- English Language ki Classes le (Agar Zaroori hoo)
4- Computer sekhien agar (Graphics aur deegar cheezien jo na aati hoon)
5- Namazien Zyada Khuloos se aur pabandi se parhien.
6- Jaldi soye aur Jaldi uthien. scince k mutabiq behtrien neend 10 se 6 baje tak ki darmiyan ki neend ha.
7- khelien kodien per ksi ko takleef na pohnchye aur na Waldeen ki na farmani karien.
Mohsin Ali Mohsin, Karachi Thursday, June 12 2008
اسلام علیکم ہم کو چاہیے کہ ہم چٹھیوں میں قرآن پاک کی تعلیم حاصل کریں خدا حافظ
mubshar yousaf, warburton Saturday, June 07 2008
Hello mare keyal mah app ko choteya apne parahi kar k gozarne cahea aur is coteo ma kud ko 5 waqt ka namaze banale Khuda Hafiz
Boby, lahore Saturday, June 07 2008
ASALAM_U_ALIKUM,Ap ko apni chutiyan khaelnay or pharnay dono mae gozarni caheay.din mae kuch ghantay pharhay or q kae ya ap kae rest ka time hae to ziada ap khaelay.
sadia, karachi Saturday, June 07 2008
ASALAAM U ALYKUM. MERE KHIYAL MEIN AAP KO APNI CHOUTIYAN KISI SEHET AFZA MUQAM MEIN GUZARNI CHAH HI AIN, JAHAN AAP DIANWI ILAM BHI HASIL KAR SAKAIN. FI AMAAN I ALLAH
fidae, occupied kashmir Friday, June 06 2008
hamain chahiye k hum chootyoon main short courses e.g, 3d studio max seekhain ya auto cad karain in do courses se hume agay buhat faiday miltain hain ya oon ko chahiye k wo website designing karain in s oon ko time pass bhi milay ga or agay ja kar buhat faida...ALLAH Hafiz
Syed Ismail shah, Zhob,balochistan Thursday, June 05 2008
mere khial me ham ko time waste nahe krna chaia balke is time ma ziada se ziada learn krne gahr k kaam apne health aur improvement pr zor dena chaia ku k wakt guzarne ka pta nahe chalta agr hm is ko ziaa kre ge to zindgi hme ziaa kr de ge
bilawal usmani, rawalpindi Wednesday, June 04 2008
apna waqt zaya na karain apnay mother father ki khidmat karain aur achay achay kam karain school khulnay say pahlay home work mukamil karain
waseemqazi, hyderabad Tuesday, June 03 2008
Displaying results 21-40 (of 78)
Page:1 - 2 - 3 - 4First « Back · Next » Last