Zara Thehar Laina Do
Poet: Bashar e Zandan By: Zeeshan, LahoreZara Thehar Laina Do
Main Chala Jao Ga
Abhi Kuch Kaam Baqi Ha,Kuch Arman Baqi Ha
Saalo Ki Mushaqat Sa Ataa Chehra Ko Muskaan Dani Ha
Meri Khatir Sakhti Jhelta Hatho Ko Araam Dena Ha
Zara Thehar Laina Do
Main Chala Jao Ga
Kuch Udhaar Baqi Ha,Kuch Iqrar Baqi Hain
Kisi Ka Khwaab Ko Tabeer Dani Ha
Kisi Ka Aaks Ko Tasveer Dani Ha
Abhi Umeedo Ki Takmeel Baqi Ha
Zara Thehar Laina Do
Main Chala Jao Ga
Abhi Kuch Saath Nahi Ha
Kuch Zaad E Rah Laina Do
Safar Mumkin Nahi Aisa
Jholi Bhar Li Ha, Phir Bhi Kuch Saman Baqi Ha
Zara Thehar Laina Do
Main Chala Jao Ga
Agar Mumkin Nahi Ya Sab
Alvida Hi Kehna Do
Hasrat Ki Baat Nahi Karta
Rivayat Ha Zamna Ki
Keh Youn Jaya Nahi Karta,Rusvai Mool Nahi Laity
Main Apni Baat Nahi Karta ,Tum Unka Liya Hi Sahi
Zara Thehar Laina Do
Main Chala Jao Ga
کس بات کی آخر جلدی ہے کس بات کا پھر یہ رونا ہے
دنیا کے مصائب جھیلنے کو مالک نے بنایا ہے جیون
آرام بھلا پھر کاہے کا پھر کاہے یہ سونا ہے
بے مقصد جینا کہتے ہیں حیوان کے جیسا جینے کو
انساں کے لیے تو یہ جیون یارو پر خار بچھونا ہے
دشوار سہی رستہ لیکن چلنا ہے ہمیں منزل کی طرف
منزل کی طلب میں عاکفؔ جی کچھ پانا ہے کچھ کھونا ہے






