Woh Jhota , Zamana Judgemental aur Hum
Poet: LoveIs Allah By: LoveIsAllah, AsiaWoh Chala Gaya 
 Mur Kar Bhi Na Dekha
 Rota Raha Main Har Pal
 Woh Bunta Raha Naye Kal
 Aik Din Mjhye Mere Pyaraye Allah Nai Chun Liya
 Usski Harkat Par Phir Ghum Nahi Raha
 Rooz Tota Rooz Khara Hwa
 Rooz Phir Girra Aur Sogaya
 Phir Jb Sb Behtar Honaye Laga
 Woh Kambakhat Meraye Samnaye Phir Khara Hogaya
 Iss Baar Woh Nazar Nai Araha Tha
 Par Apnaye Andar Ka Gand Meraye Andar Bhar Gaya
 Kal Mjh Sai Zamanaye Nai Sawal Kara Uss Bewaqofi Ka
 Mainaie Jawaab Mai Ansuoon Ka Samandar Khara Kar Diya
 Zamana Samajha Woh Mjh Sai Khel Gaya
 Mai Yeh Keh Na Saka Mai Mukhlis Tha
 Sb Nai Meraye Khayal Ko "Baraye Afsoos Ki Baat" Par Khatam Kara
 Mai Nai Nazar Jhukai Aur Dil Mai Bola
 Mainaie Wafayeen Ki Theen
 Usska Mehal Khara Kar Kaye 
 Mai Aj Khali Hoon
 Woh Khush Bhi Hai, Mutmaeen Bhi
 Meri Jido Jehad Jari Hai
 Woh Mar Bhi Jaye Ab Koi Fikar Nai
 Woh Ek Wahid Shaye Hai Jisaye Qayamat Tk Meri Mafi Nai






