Poetry
Poet: Ghalib By: Sarim waiz, Jampur1)Dil He To Hei Nh Sung O Khasht Dard Say Bhr Nh Aay Q?
 
 Roain Gay Ham Hazar Bar Koi Hamain Sata'ay Q?
 2)Dard Ho Dil Mein To Dawa Kijeay
 
 Dil He Dard Ho To Kia Kijeay
 3)Kis Say Mehroomi E Qismat Ki Shikayat Kijeay
 
 Hum Nay Chah Tha Mar Jain So Wo B Nh Huwa
 4)Ghalib Nh Kar Hazor Mein To Bar Bar Arz
 
 Zahir Hei Tera Hal Sub Un Par Kahay Beghair
 5)Jama Kartay Ho Q Raqeebon Ko
 
 Ik Tamasha Huwa Gilah Nh Huwa
 6)Jati Hei Koi Kashmakash Andoh E Ishq Ki
 
 Dil B Agar Gia To Wohe Dil Ka Dard Tha
 7)Gham Raha Jab Tak K Dam Raha
 
 Dam K Janay Ka Nihayat Gham Raha
 8)Huway Mar K Hum Jo Ruswa Huway Q Nh Gharq E Darya
 
 Nh Kabhe Janaza Othta Na Kahein Mazar Hota
 9)Kahon Kis Say Mein K Kia Hei,Shab E Gham Buri Bala Hei
 
 Mujhay Kia Bura Tha Marna Agr Aik Bar Hota
 10)Yeh Nh The Hamari Qismat K Wasal E Yar Hota
 
 Agar Aur Jeetay Rehtay To Yehe Intizar Hota
 11)Teray Waday Par Jiay Hum To Yeh Jan Jhot Jana
 
 K Khushi Say Mar Nh Jatay Gr Atbar Hota
 12)Beniazi Had Say Guzri Banda Parwar Kab Talak
 
 Hum Kahein Gay Hal E Dil Aap Farmain Gay Kia
 13)Atbar E Ishq Ki Khana Kharabi Daikheay
 
 Ghair Nay Ki Aah Lekin Woh Mujh Par Khafa Huwa
  






