Mohabbat Aur Mohabbat Ki Wafa-O-Taab
Poet: Shamsul "ShamS" By: Shamsul Hasan, New DelhiMohabbat Aur Mohabbat Ki Wafa-O-Taab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Tumhaari Zulf Ke Saaye Mujhe Mehfooz Karte Hain
Nahi Kuch Aur Darr Lekin Tumhe Khone Se Darte Hain
Jo Meri Raat Mehkaaye Wahi Tum Khaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Ye Chehra Chaand Sa Mujhko Jahaan Walo Se Pyaara Hai
Tumhaare Bin Nahi Mera Meri Jaana Guzara Hai
Bohat Tum Besh-Keemat Ho Bohat Nayaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Jo Shaano Se Sarak Jaaye To Aanchal Raqs Karta Hai
Gawara Hi Nahi Doori Ye Bas Ek Tumpe Marta Hai
Tumhaara Hi Nasha Mujhpe Bas Behisaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Ye Ghehri Jheel Si Aankhein Sharaabon K Hi Pyaale Hain
Hain Pyaase Muddaton Se Hum Inhi K Hum Sawaale Hain
Pila Do Mast Aankhon Se Jo May Behisaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Meri Beloos Chahat Ka Meri Jaana Kamal Tum Ho
Jise Padhta Hoon Main Aksar Wahi Jaana Ghazal Tum Ho
Meri Hasrat Ho Tum Aur Tum Mera Ahbaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Bohat Masoom Si Seerat Aur Uspe Surat Qayamat Hai
Khuda Ne Khoob Hai Bakshi Aji Tum Pe Nazaqat Hai
Kisi Kachchi Kali Ka Tum Naya Shabaab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Alag Hi Rang K Tum Ishq Mai Jadoo Jagati Ho
Tadap Uthta Hai Nazuk Dil K Jab Tum Muskurati Ho
Haya Ka Zabt Rakhti Ho Sharm-E-Hijaab Ho Jaana
Mehkti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Zamana Khaak Lagta Hai Faqat Ek Bas Tere Aage
Chalo Bandhey Wafaon Se Wafaon Ke Naye Dhaghe
K Ho Dil Dil Ki Koi Baat Aur Hum Betaab Ho Jaana
Mehakhti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
Mohabbat Aur Mohabbat Ki Wafa-O-Taab Ho Jaana
Mehakti Ho Fazaon Mai Gul-E-Gulaab Ho Jaana
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا
تمہیں ہم سے ہے بےزاری، مان لیتے ہیں
ہماری جان لینے والو! اتنا جان رکھو
ہم اپنی جان بھی تم پر ہی وار دیتے ہیں
وقتِ مرگ میرے جنازے پہ آ کے دیکھو
جو روتے ہیں، انھیں ہم اب حساب دیتے ہیں
مری تربت پہ اتنے اشک نہ بہا پروین
ہمیں کافور کے غسل کا حکم دیتے ہیں
تم سے کن حالات میں کیسے محبت سے وفا نبھا رہا ہے کوئی
ہو گی قدر تمھیں اس وقت جب پتہ چلے گا ہماری چاہت کا
دیکھو ادھر اک نظر کس قدر پیار سے تم کو منا رہا ہے کوئ
جان ہے کہ جا ئے جا رہی ہے یونہی .
تمھاری بے رخی پہ دور جا رہا ہے کوئی .
کس قدر مشکل میں ہے جاں بینا تم ہی نہ جانو
بن کہے پیار سے پیار تم سے نبھارہا ہے کوئی






