Jawan Ankhoo Main Bhi Ajab Manzar

Poet: nadeem ahmed hashmi By: nadeem, karachi

Jawan Ankhoon Main Bhi Ajaab Manzar Hota Hai
Ya Kuch Omar Hi Aisi Hoti Hai

Kabi Root Jana Hai Kabhi Manana
Larak Pan Ki Kuch Omer Aisi Hoti Hai

Mana Rakaha Hai Bachpahan Say Borahapa Main Kadam
Main Na Jano Jawanie Kaisi Hoti Hai

Rate it:
Views: 1020
03 Dec, 2007