Jagjit Singh Ghazals & Songs Lyrics in Urdu
Jagjit Singh Ghazal Lyrics is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Jagjit Singh Ghazal Lyrics that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Jagjit Singh Ghazal Lyrics compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Zindagii dhuup tum ghanaa saayaa
Tumako…
Aaj phir dilane ek tamannaa kii
Aaj phir dilane ek tamannaa ki
Aaj phir dilako hamane samajhaayaa
Zindagii dhuup tum ghanaa saayaa…
Tum chale jaaoge to soche nge
Tum chale jaaoge to soche nge
Hamane kyaa khoyaa- hamane kyaa paayaa
Zindagii dhuup tum ghanaa saayaa…
Ham jise gunagunaa nahii n sakate
Ham jise gunagunaa nahii n sakate
Vaqt ne aisaa giit kyuu n gaayaa
Zindagii dhuup tum ghanaa saaya
میرا گیت امر کر دو 
بن جاؤ میت میرے 
میری پریت امر کر دو 
نہ عمر کی سیما ہو 
نہ جنم کا ہو بندھن 
جب پیار کرئے کوئی 
تو دیکھے کیول من 
نئی ریت پہ چل کر تم 
یہ ریت امر کر دو 
ہونٹوں سے چُھو لو تم 
جگ نے چھینا مجھ سے 
مجھے جو بھی لگا پیارا 
سب جیتا کیئے مجھ سے 
میں ہر دم ہی ہارا 
تم ہار کے دل اپنا 
میری جیت امر کر دو 
ہونٹوں سے چُھو لو تم 
آکاش کا سُونا پن 
میرے تنہا من میں 
پائل چھنکاتی تم 
آ جاؤ جیون میں 
سانسیں دے کر اپنی 
سنگیت امر کر دو 
ہونٹوں سے چُھو لو تم 
میرا گیت امر کر دو 
بن جاؤ میت میرے 
میری پریت امر کر دو
Mera geet amar kar do
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
Na umr ki seema ho
Na janm ka ho bandhan
Jab pyaar kare koi
To dekhe keval mann
Nayi reet chalaakar tum
Yeh reet amar kar do
Aakaash ka soonapan
Mere tanha mann mein
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Sangeet amar kar do
Mera geet amar kar do
Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara
Sab jeeta kiye mujhse
Main har dam hi haara
Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
جانے وہ کون سا دیس
جہاں تم چلے گئے
اس دل کو لگا کے ٹھیس
جانے وہ کون سا دیس
جہاں تم چلے گئے
اک آہ بھری ہوگی
ہم نے نہ سُنی ہوگی
جاتے جاتے تم نے
آواز تو دی ہوگی
ہر وقت یہی ہے غم
اُس وقت کہاں تھے ہم
کہاں تم چلے گئے
ہر چیز پہ اشکوں سے
لکھا ہے تمہارا نام
یہ رستے گھر گلیاں
تمہیں کر نہ سکے سلام
ہائے دل میں رہ گئی بات
جلدی سے چُھڑا کر تم ہاتھ
کہاں تم چلے گئے
اب یادوں کے کانٹے
اس دل میں چھبتے ہیں
نہ درد ٹھہرتا ہے
نہ آنسو رکتے ہیں
تمہیں ڈھونڈ رہا ہے پیار
ہم کیسے کریں اقرار
کہ ہاں تم چلے گئے
جانے وہ کون سا دیس
جہاں تم چلے گئے
Jaane woh kaun sa desh jaha tum chale gaye
Chithhi na koyi sandesh
Jaane woh kaun sa desh jaha tum chale gaye
Chithhi na koyi sandesh
Jaane woh kaun sa desh jaha tum chale gaye
Jaha tum chale gaye
Is dil pe laga ke thhes jaane woh kaun sa desh
Jaha tum chale gaye...
Ek aah bhari hogi hamne na suni hogi
Jaate jaate tumne awaaz to di hogi
Har waqt yehi hai gham, us waqt kaha the hum
Kaha tum chale gaye
Chithhi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh
Jaha tum chale gaye jaha tum chale gaye
Is dil pe laga ke thhes jaane woh kaun sa desh
Jaha tum chale gaye...
Har cheez pe ashkon se likha hai tumhaara naam
Ye raste ghar galiyaan tumhe kar na sake salaam
Hai dil mein reh gayi baat, jaldi se chhuda kar haath
Kaha tum chale gaye
Chithhi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh
Jaha tum chale gaye jaha tum chale gaye
Is dil pe laga ke thhes jaane woh kaun sa desh
Jahan tum chale gaye...
Ab yaadon ke kaante is dil mein chubhte hain
Na dard thhaherta hai na aanson rukte hain
Tumhe dhhundhh raha hai pyaar, hum kaise karein iqraar
Kaha tum chale gaye
Chithhi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh
Jaha tum chale gaye jaha tum chale gaye
Is dil pe laga ke thhes jaane woh kaun sa desh
Jahan tum chale gaye...
Ho kahan tum chale gaye
vo jo apna tha vahi aur kisi ka kyun hai
yahi duniya hai to phir aisi ye duniya kyuun hai
yahi hota hai to akhir yahi hota kyun hai
ik zara haath badha den to pakad len daman
un ke siine men sama jaae hamari dhadkan
itni qurbat hai to phir fasla itna kyuun hai
dil-e-barbad se nikla nahin ab tak koi
is lute ghar pe diya karta hai dastak koi
aas jo toot gai phir se bandhata kyun hai
tum masarrat ka kaho ya ise gham ka rishta
kahte hain pyaar ka rishta hai janam ka rishta
hai janam ka jo ye rishta to badalta kyun hai
دبا دبا سا سہی دل میں پیار ہے کہ نہیں
تو اپنے دل کی جواں دھڑکنوں کو گن کے بتا
مری طرح ترا دل بے قرار ہے کہ نہیں
وہ پل کہ جس میں محبت جوان ہوتی ہے
اس ایک پل کا تجھے انتظار ہے کہ نہیں
تری امید پہ ٹھکرا رہا ہوں دنیا کو
تجھے بھی اپنے پہ یہ اعتبار ہے کہ نہیں
Ab Do Tu Jaam Khali Hi Do, Main Nashe Mein Hun
Aik Aik Qart-e Dor Main Yunhi Hi Muje Bi Do
Jam-e Sharab Par Na Karo, Main Nashe Mein Hun
Masti Se Barhami Hai Meri, Guftagu Ke Bech
Jo Chaho Tum Bi Muj Ko Kahu, Main Nashe Mein Hun
Ya Hathon Hath Lo Muje, Manind Jaam-e May
Ya Thori Door Sath Chalo, Main Nashe Mein Hun
Ma’azoor Hun, Jo Paon Mere Be Tarah Pare
Tu Sargaran Tu Muj Se Na Ho, Main Nashe Mein Hun
Nazak Mazaj Aap Qayamat Hain Mir Ji
Joon Shesha Mere Munh Na Lago, Main Nashe Mein Hun
Kaun Jita Hai Teri Zulf Ke Sar Hone Tak
Aashiqi Sabrtalab Aur Tamana Betaab
Dil Ka Kiya Rang Karun Khoon_E_Jigar Hone Tak
Ham Ne Mana Ke Tagaful Na Karo Ge Lekin
Khaak Ho Jayen Ge Hum Tum Ko Khabar Hone Tak
Gham_E_Hasti Ka Asad Kis Se Ho Juz Ilaaj
Shama Har Rang Mein Jalti Hai Sahar Hone Tak
Hum Tumhe Apana Samjhte The Baraa Dhokhaa Huaa
Jab Bhi Humane Kuch Kaha Uska Asar Ulta Huaa
Aap Shaayad Bhoolate Hai Barahaa Aisaa Huaa
Aap Ki Aankho Mein Yeh Aansoo Kaha Se Aa Gaye
Hum Toh Deewane Hai Lekin Aap Ko Yeh Kya Hua
Ab Kisise Kya Kahe ‘Afzal’ Apani Daastaan
Bas Khuda Ka Shukar Hai Jo Bhi Accha Hua
Bahot Nikle Mere Armaan, Lekin Phir Bhi Kam Nikle
Daray Kyon Mera Qaatil Kya Rahega Us Ki Gardan Par
Voh Khoon Jo Chashm-E-Tar Se Umr Bhar Yoon Dam-Ba-Dam Nikle
Nikalna Khuld Se Aadam Ka Soonte Aaye Hain Lekin
Bahot Be-Aabru Hokar Tere Kooche Se Hum Nikle
Bharam Khul Jaaye Zaalim Teri Qaamat Ki Daraazi Ka
Agar Is Tarahe Par Pech-O-Kham Ka Pech-O-Kham Nikle
Magar Likhvaaye Koi Usko Khat To Hum Se Likhvaaye
Hui Subaha Aur Ghar Se Kaan Par Rakh Kar Qalam Nikle
Hui Is Daur Mein Mansoob Mujh Se Baada Aashaami
Phir Aaya Voh Zamaana Jo Jahaan Mein Jaam-E-Jaam Nikle
Hui Jin Se Tavaqqa Khastagi Ki Daad Paane Ki
Voh Hum Se Bhi Zyaada Khasta E Tegh E Sitam Nikle
Mahobbat Mein Nahin Hai Farq Jeenay Aur Marnay Ka
Usi Ko Dekh Kar Jeetay Hain Jis Kaafir Pe Dam Nikle
Zara Kar Jor Seene Par Ki Teer-E-Pursitam Nikle
Jo Wo Nikle To Dil Nikle Jo Dil Nikle To Dam Nikle
Khuda Ke Vaaste Pardaah Na Kaabe Se Uthaa Zaalim
Kaheen Aisa Na Ho Yaan Bhi Wahi Kaafir Sanam Nikle
Kahaan Maikhane Ka Darwaaza Ghalib Aur Kahaan Vaaiz
Par Itna Jaantay Hain Kal Voh Jaata Tha Ke Hum Nikle
Magar Mujh Ko Lauta Do Bachpan Ka Sawan Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani
Muhalle Ki Sabse Purani Nishani Wo Burhiya Jise Bachhe Kahte The Nani
Wo Nani Ki Baton Me Parion Ka Dera Wo Chehre Ki Jhurion Me Sadion Ka Phera
Bhulaye Nahi Bhool Sakta Hai Koi Wo Chhoti Si Raaten Wo Lambi Kahani
Kabhi Rait Ke Oonche Teelon Pe Jana Gharounde Banana Bana Kar Mitana
Wo Masoom Chahat Ki Tasveer Apne Wo Khabon Khiyalon Ki Jageer Apne
Na Duniya Ka Gham Tha Na Rishton Ke Bandhan Bari Khoobsurat Thi Wo Zindagani
Ye Doulat Bhi Le Lo, Ye Shohrat Bhi Le Lo Bhale Chheen Lo Mujh Se Meri Jawani
Magar Mujh Ko Lauta Do Bachpan Ka Sawan Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani
Jagmohan Singh Dhiman or Jagjit Singh was a renowned Indian singer. He is also widely known as King of Ghazals or The Ghazal King. He lived from 8 February 1941 to 10 October 2011. Jagjit Singh Song Lyrics gave a new life to Ghazal, a classic form of art and Urdu poetry. His career is spanned five decades and his singing and composing style is known as Bol Pradhan. He also received several awards due to the popularity of Jagjit Singh Ghazal Lyrics.
Famous Proses from Jagjit Singh Ghazals Lyrics
 Na Umr Ki Seema Ho, Na Janm Ka Ho Bandhan
 Jab Pyaar Kare Koi, To Dekhe Keval Mann
 Nayi Reet Chalaakar Tum, Yeh Reet Amar Kar Do
 Chithhi Na Koi Sandesh Jaane Woh Kaun Sa Desh Jaha Tum Chale Gaye 
 Is Dil Pe Laga Ke Thhes Jaane Woh Kaun Sa Desh Jahan Tum Chale Gaye
 Koi Yeh Kaise Bataye Ki Wo Tanha Kyun Hai
 Vo Jo Apna Tha Vahi Aur Kisi Ka Kyun Hai
Popular Jagjit Singh Song Lyrics
 Names of some famous songs sung by Jagjit Singh are mentioned below:
• Hoshwalon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai 
 • Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani
 • Dono Ke Dil Hai Majboor Pyar Se
 • Tum Ko Dekha To Yeh Khayal Aaya
 • Jhuki Jhuki Si Nazar
 • Sare Pind Ch Puare Paye 
 • Dono Ke Dil Hai Majboor Pyar Se
If you are searching for the lyrics of entire songs collection then you can read all the latest Jagjit Ghazal Lyrics in Urdu here.
Urdu ghazals are beautifully written and easily available online. Their emotional depth makes them a favorite for poetry lovers.
- yasir , kohat
- Wed 02 Jul, 2025
I truly love ghazals the most, And Urdu ghazals are my absolute favorite. Their depth and beauty touch my heart like nothing else.
- Areeba , islamabad
- Mon 30 Jun, 2025
Urdu ghazals are my favorite form of poetry. I absolutely love reading them on this page. They always touch my heart and soul deeply.
- Amir , Lahore
- Thu 19 Jun, 2025

 
  
  
  
  
  
  
  
  
  
  
 