Isyan Se Hoon Sharamsar Tauba Ya-rab

Poet: Meer Anees By: Kanza, Multan

Isyan Se Hoon Sharamsar Tauba Ya-rab

karta hun main bar bar tauba ya-rab

na jurm ka payan na gunahon ka shumar

ek tauba to kya hazar tauba ya-rab

Rate it:
Views: 664
23 Dec, 2020