Farhat Abbas Shah Poetry, Ghazals & Shayari
Farhat Abbas Shah Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Farhat Abbas Shah shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Farhat Abbas Shah poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Farhat Abbas Shah Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Farhat Abbas Shah poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Ab Dil Ki Taraf Dard Ki Yalghaar Bahut Hai Ab Dil Ki Taraf Dard Ki Yalghaar Bahut Hai
Duniya Mere Zakhmon Ki Talabgar Bahut Hai
Ab Tut Raha Hai Meri Hasti Ka Tasawwur
Mitti Ki Ye Diwar Kahin Tut Na Jae
Pani Se Ulajhte Hue Insan Ka Ye Shor
Har Sans Ukhad Jaane Ki Koshish Men Pareshan
Us Par Bhi Hoga Magar Is Par Bahut Hai
Sine Men Koi Hai Jo Giraftar Bahut Hai
Is Waqt Mujhe Tujhse Sarokar Bahut Hai
Roko Ki Mere Khun Ki Raftar Bahut Haia
Farhat Ehsas

Aaya Zara Si Der Raha Ghul Gaya Badan Aaya Zara Si Der Raha Ghul Gaya Badan
Apni Udai Khak Men Hi Rul Gaya Badan
Ab Dekhta Hun Main To Wo Asbab Hi Nahin
Maine Bhi Ek Din Use Taraj Kar Diya
Khwahish Thi Aabshaar-E-Mohabbat Men Ghusl Ki
Zer-E-Kaman Dil Tha To Thodi Si Thi Umid
Ab To Hamare Hath Se Bilkul Gaya Badan
Mujhko Halak Karne Pe Jab Tul Gaya Badan
Halki Si Ek Phuwar Men Hi Ghul Gaya Badan
Lagta Hai Raste Men Kahin Khul Gaya Badan

Humsafri Ka Bojh Uthana Parta Hai Humsafri Ka Bojh Uthana Parta Hai
Dil Ko Duh Ke Sath Chalana Parta Hai
Hum Jese Awaara Dil Logon Ko Bhi
Koi Na Koi Qaul* Nibhana Parta Hai
Kabhi Kabhi Ik Dard Bhari Siskaari Se
Khamoshi Ko Zakham Lagana Parta Hai
Sanattey Mehfooz Rakhe Hain Seeney Mein
Weeraani Ka Hath Battana Parta Hai
Pehle Karna Parta Hai Ik Jungle Saaf
Uss Ke Baad Ik Sheher Basaana Parta Hai
Roz Humain Yadon Ke Ghaur Samandar Mein
Raat Gaye Ik Deep Jalana Parrta Hai
Pardon Ka Ik Khail Sajaana Parta Hai
Aik Uthaana Aik Giraana Parta Hai
Tanhai Mein Bhi Rehna Majboori Hai
Logon Mein Bhi Aana Jana Parta Hai Haroon Akhter

Aik Qatra Malaal Bhi Boya Nahin Geya Aik Qatra Malaal Bhi Boya Nahin Geya
Woh Khauf Tha Ke Logon Se Roya Nahin Geya
Yeh Sach Hai Ke Teri Bhi Neendain Ujarr Gayin
Tujh Se Bichar Ke Hum Se Bhi Soya Nahin Geya
Us Raat Tu Bhi Pehle Sa Apna Nahin Laga
Us Raat Khul Ke Mujhse Bhi Roya Nahin Geya
Daman Hai Khushk Ankh Bhi Chup Chaap Hai Bohat
Larriyon Mein Aansuyon Ko Piroya Nahin Geya
Alfaaz Talkh Baat Ka Andaaz Sard Hai
Pichlaa Malaal Aaj Bhi Goya Nahin Geya
Ab Bhi Kahin Kahin Pe Hai Kalakh Lagi Huyi
Ranjish Ka Daagh Theek Se Dhoya Nahin Geya Asif Kareem

Toot Jaonga, Bikhar Jaonga Tujh Se Bichda Tou Kidher Jaonga ?
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nahi Jaanay Waala
Chaand Doobay Ga Tou Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke Rath Se Mein “Farhat Abbas”
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga Hamza
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nahi Jaanay Waala
Chaand Doobay Ga Tou Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke Rath Se Mein “Farhat Abbas”
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga Hamza
Samay Samay Ki Khalish Men Tera Malal Rahe Samay Samay Ki Khalish Men Tera Malal Rahe
Judaiyon Men Bhi Yun Alam-E-Visal Rahe
Ana Ki Jang Men Ham Jit To Gaye Lekin
Phir Us Ke Bad Bahut Der Tak Nidhal Rahe
Rah-E Junun Men Yahi Zad-E-Rah Hotaa Hai
Ke Justaju Bade Divanagi Bahal Rahe
Hasin Raten Bhi Mahaken Tumhari Yadon Se
Kade Dinon Men Bhi Pal Pal Teraa Khayaal Rahe
Danish Afzal

Shaam Ke Baad Tuune Dekhaa Hai Kabhii Ek Nazar Shaam Ke Baad
Kitane Chup-Chaap Se Lagate Hain Shajar Shaam Ke Baad
Tuu Hai Suuraj Tujhe Maaluum Kahaan Raat Kaa Dukh
Tuu Kisii Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad
Laut Aaye Na Kissi Roz Vo Aavaaraa Majaaz
Khol Rakhate Hain Isii Aas Pe Dar Shaam Ke Baad
sumera ataria

Ankhon Ke Paar Chaand Yeh Jo Fiza Naward Hai Ankhon Ke Paar Chaand
Bichrey Huyon Ka Dard Hai Ankhon Ke Paar Chaand
Utra Tha Ek Ajeeb Sa Khadsha Milan Ki Raat
Ab Tak Kahein Pe Zard Hai Ankhon Ke Paar Chaand
Aandhi Koi Thaher Si Gai Hai Fizaon Mein
Shab Bhar Se Gard Gard Hai Ankhon Ke Paar Chaand
Shaid Woh Phir Udas Raha Hai Tamaam Shab
Dekho To Kitna Sard Hai Ankhon Ke Paar Chaand
Pheli Hai Yon Tumhari Muhabbat Ke Ab Humein
Har Soo Har Ake Fard Hai Ankhon Ke Paar Chaand

Aag Ho To Jalane Mein Der Kitani Lagati Hai Aag Ho To Jalane Men Der Kitani Lagati Hai
Barf Ke Pighalane Men Der Kitani Lagati Hai
Chahe Koi Ruk Jaye Chahe Koi Rah Jaye
Qafilon Ko Chalane Men Der Kitani Lagati Hai
Chahe Koi Jaisa Bhi Hamsafar Ho Sadiyon Se
Rastaa Badalane Men Der Kitani Lagati Hai
Ahmed Arif

تو نے دیکھا ہے کبھی ایک نظر شام کے بعد تو نے دیکھا ہے کبھی ایک نظر شام کے بعد
کتنے چپ چاپ سے لگتے ہیں شجر شام کے بعد
اتنے چپ چاپ کہ رستے بھی رہیں گے لا علم
چھوڑ جائیں گے کسی روز نگر شام کے بعد
میں نے ایسے ہی گنہ تیری جدائی میں کئے
جیسے طوفاں میں کوئی چھوڑ دے گھر شام کے بعد
شام سے پہلے وہ مست اپنی اڑانوں میں رہا
جس کے ہاتھوں میں تھے ٹوٹے ہوئے پر شام کے بعد
رات بیتی تو گنے آبلے اور پھر سوچا
کون تھا باعث آغاز سفر شام کے بعد
تو ہے سورج تجھے معلوم کہاں رات کا دکھ
تو کسی روز مرے گھر میں اتر شام کے بعد
لوٹ آئے نہ کسی روز وہ آوارہ مزاج
کھول رکھتے ہیں اسی آس پہ در شام کے بعد Ayan

موت کا وقت گزر جائے گا موت کا وقت گزر جائے گا
یہ بھی سیلاب اتر جائے گا
آ گیا ہے جو کسی سکھ کا خیال
مجھ کو چھوئے گا تو مر جائے گا
کیا خبر تھی مرا خاموش مکاں
اپنی آواز سے ڈر جائے گا
آ گیا ہے جو دکھوں کا موسم
کچھ نہ کچھ تو کہیں دھر جائے گا
جھوٹ بولے گا تو کیا ہے اس میں
کوئی وعدہ بھی تو کر جائے گا
اس کے بارے میں بہت سوچتا ہوں
مجھ سے بچھڑا تو کدھر جائے گا
چل نکلنے سے بہت ڈرتا ہوں
کون پھر لوٹ کے گھر جائے گا kamran
یہ بھی سیلاب اتر جائے گا
آ گیا ہے جو کسی سکھ کا خیال
مجھ کو چھوئے گا تو مر جائے گا
کیا خبر تھی مرا خاموش مکاں
اپنی آواز سے ڈر جائے گا
آ گیا ہے جو دکھوں کا موسم
کچھ نہ کچھ تو کہیں دھر جائے گا
جھوٹ بولے گا تو کیا ہے اس میں
کوئی وعدہ بھی تو کر جائے گا
اس کے بارے میں بہت سوچتا ہوں
مجھ سے بچھڑا تو کدھر جائے گا
چل نکلنے سے بہت ڈرتا ہوں
کون پھر لوٹ کے گھر جائے گا kamran
گر دعا بھی کوئی چیز ہے تو دعا کے حوالے کیا گر دعا بھی کوئی چیز ہے تو دعا کے حوالے کیا
جا تجھے آج سے ہم نے اپنے خدا کے حوالے کیا
ایک مدت ہوئی ہم نے دنیا کی ہر ایک ضد چھوڑ دی
ایک مدت ہوئی ہم نے دل کو وفا کے حوالے کیا
اس طرح ہم نے تیری محبت زمانے کے ہاتھوں میں دی
جس طرح گل نے خوشبو کو باد صبا کے حوالے کیا
بے بسی سی عجب زندگی میں اک ایسی بھی آئی کہ جب
ہم نے چپ چاپ ہاتھوں کو رسم حنا کے حوالے کیا
خون نے تیری یادیں سلگتی ہوئی رات کو سونپ دیں
آنسوؤں نے ترا درد روکھی ہوا کے حوالے کیا abbas

Poetry Images
Farhat Abbas Shah Poetry in Urdu
Farhat Abbas Shah – The famous Pakistani Ninja is also a Ninja of Urdu Poetry. Farhat Abbas is popular due to his Sad Poetry. He was born in November 15, 1964, he is prominent poet, intellectual, an Islamic Microfinance Professional and initiator of Farz Foundation. He is also a good poet who mainly does Sad Poetry. Farhat Abbas Shah Poetry contains unique dictions that remarkably express the true nature of life and society. His famous Urdu poems are “Mohabbat Chup Nahi Rehti”, “Safar Kion Nahi Kerte” and “Mujh Se Mil Ker”. He has published almost 67 books of poetry. He has soft corner of poor people and his poetry also reflects this aspect of life. He has devoted the rest of my whole life for the poor to sustain the livelihoods and to change the lives. Farhat Abbas Poetry includes Ab Dil Ki Taraf Dard Ki Yalghaar Bahut Hai, Humsafri Ka Bojh Uthana Parta Hai, Aag Ho To Jalane Mein Der Kitani Lagati Hai to name few are available at HamariWeb.
You can find here all Farhat Abbas Shah Poetry in English, Urdu and Roman Language and feel free to share your poetry on HamariWeb. Read the latest and best collection of Farhat Abbas Shah Poetry, Shayari & Ghazals in Urdu and English as Farhat Abbas Shah famous poets, song writer in Pakistan and around the world.