Dosti Shayari in Hindi & Frienship Poetry in Hindi
Dosti Shayari in Hindi is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Dosti Shayari in Hindi that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Dosti Shayari in Hindi compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
abhi se naraz ho rahe ho
abhi to chand adha baaqi hai or
abhi se chai pee rahe ho
tune diya tha jo sabaq sharafat ka,
kya hua ab to us sabaq ka beit tak nh pata
mein apnon ko chodta gaya manzilen dubota gaya
or mujhe apne ghr ke darwaaze k paar tak ka nh pata
lagi aag aisi toofan badhata gaya
wo aag mein teil dalta gaya mein bujhata chala gaya
Kise Da Yaar Na Vichre
Roag Hijar Da Maar Mukaawe
Sukh Da Koi Sah Na Aawe
Dukh Laande Nay Dil Vich Dere
Chare Paase Disan Hanere
Duniya Vichre Nahin Parwah Dildar Na Vichre
Kise Da Yaar Na Vichre
Nagan Vangoon Dang Diyan Raatan
Pat Jhar Lag Diyan Ne Barsatan
Hanjuan Haar Parowan Rakhiyan
Loki Hasde Rowan Akhiyan
Gham Aawan Te Naheen Parwaah Ghamkhawaar Na Vichrhe
Kise Da Yaar Na Wichre
Yaar Jinhaan De Paaon Judayi'yaan
Rul Jaande Ne Vaang Shudaayiaan
Ranjhe Vargey Ishq De Rogi
Kan Parhwa Ke Ban Gaye Jogi
Lakh Vaari Jeh Karo Dua Ik Vaar Na Vichrhe
Kisi Daa Yaar Na Wichre...
Tum Ko Belos Pyar Karta Hon
par
dil mein rakhta hon mein batata nahi
pyar kab aashkaar karta hon
shughaf hai shairi se is liye yeh
mashgala ikhtiyar karta hon
mere dushman nahi ho yaar ho tum
doston mein shumaar karta hon
tairay ban dil nahi mra lagta
is liye cal yaar karta hon
dil ki baatein hasaratein ban kar beh jati hai aankhon se jab nah woh koi
kya kisi se gilah shikwah karo nahi aisa koi
nah waqt ne sath diya nah bandah sacha yaar koi
In Urdu
بوجھ حد سے بڑھ جائے سننے والا نہ ہو کوئی
دل کی باتیں حسرتیں بن کر بہہ جاتی ہے آنکھوں سے جب نہ وہ کوئی
کیا کسی سے گلہ شکوہ کرو نہیں ایسا کوئی
نہ وقت نے ساتھ دیا نہ بندہ سچا یار کوئی
ah ! koi ni Aa"ya idher hm wakt Gawa" ty reh ga"ey.
haif !!! ye k see patti ke yaar ny hm sy pyar men ?
dost musk"rany lagy ADU" moun chira"ty reh ga"ey.
kia he tuh"fa e gul hum la ay thy yaar k wasity !!!
et"bar ke khana kharabi sub phol mur"jhty reh ga"ey.
kia he yaar ny perwah ke ASAD apne Aa" brou ke !!!
log jumilay kasity rehy aur wo muskuraty reh ga"ey...
School Mein Wo Milla Aise Jaisay Chand Ko Mila Chakor Tha
Din Guzray Aur Guzartay He Gay
Sath Ik Dosre Ka Aise Jaise 2 Jismo Mein Jor Tha
Bachpana tha Lekin Yaari Paki Thi
Jis Din Wo Na Ata Aise Lagta Jaise Chaand Se Zameen Jitna Dur Tha
Waqat Guzra Din Badle Badla Sab Kuch
Jaane Walay Chor Gaye Jo Sath Khara Raha Wo Mera Dost Tha
Khoon Se Nahi Per Bhai Se Bhar Ker Hai
Jab Bhi Khud Ko Tanha Paya Wo Aa Jata Dorta
Dua Hai Khushiyon Ka Sumandar Millay Usko
Logo Ko Pata Toh Chalay Ye Bhi Ik Yaarane Ka Door Tha
Hun Nahi Qabil Uski Dosti k
Ye Meharbani Hai Uski Jo Wo Is Na Cheez Ko Phir Bhi Nahi Chorta
Dost Sab Thay Lekin Srif Naam K
Usko Jab Milla Laga Jaise Ye Wo Moor Tha
Munh Pe Sab Dost Thay Jab Paise Pas Thay
Jab Kuch Bhi Nahi Tha Tab Bhi Wo Sath Tha
Mushkil Mein Sath Chor Gaye Apne Sab Thay Jitne
Dekha Jo Pichy Mur K Kandhe Pe Uska Hath Unglion Mein Zoor Tha
Zindagi Mein Wo Noor Aur Tanhai Mein Wo Raqib Hai
Loo Dunia Se Aj Keh Do Mera Bhai Wo NASEER Hai
Pr Ahayad Ma Tme Yad Nhi
Tb Hi To Us Din Jb Mily Thy Hm Tum
Tm Na Pocha Mugh Sa Ye Kh
A Adam Akhir Nam Kia Ha Tera
Wo Pochna Tera Hme You Ghayal Kr Gaya
A Bewafa Kia Jany To
A Bewafa Kia Jany To
Bewafai Na Bhi Kabhi Wafa Sa Nibahi Ha
Bewafi Na Bhi Kabhi Wafa Sa Nibahi Ha
Pr Jb Mere Ankh Sa Jhanka Wo Ansoo
Jise Tere Nami Na Dekh Lia
Bs Ye Lmha Qyamat Tha
Tere Hanjoo Na Phchan Lia
Mere Hnjooo Ko
Jan Gaya Us Din To Yari Kia Hoty Ha
Jan Gaya Wo Anjan Yari Ka Mtlb Kia Ha
Jan Gaya Wo Yar Us Din Yari Kia Ha
Jan Gaya Wo Yar Yari Kia Ha
Kia Bat Hay Kio Ranjeeda Ho
Na Hanstay Ho Na Boltay Ho
Koi Dukh Na Hum Say Kehtay Ho
Jo Ghum Hay Hum Say Keh Dalo
Kahay Ko Aziyat Sehtay Ho
Is Jug May Dukh Sukh Dono Hain
Ye Bat To Tum B Jantay Ho
Sub Choro Mazi Ki Batain
Kio Unko Ab Gerdantay Ho
Ab Khush Rehnay Ka Ahed Karo
Ger Dost Humain Tum Mantay Ho
Main Kardaar Ko Bilashubaa Dhula Rakhta Hon
Kai Moor Aye Safre Zeesat Main Nakaam Hony Ky
Haavi Main Sub Py Zameer Ko Olaa Rakhta Hon
Ho Jaty Hain Aksar Ajeeb O Gareeb Hadsaat
Lagata Nahi Dill Py Sabhi Bhula Rakhta Hon
Na Ho Kabhe Kisi Moor Per Ruswai Ka Sabab
Sah Leta Hon Sub Seeny Ko Phula Rakhta Hon
By Sabab To Nahi Hai Ye Udaasi Meri Tahir
Tery Diay Dard Sy Dill Ko Sahla Rakhta Hon
Koi Aisa Shakhs Hua Karay
Jo Meray Liye He Saja Karay
Mujh He Se Baatain Kiya Karay
Kabhi Roye Jaaye Vo Bepanaah
Kabhi Betahasha Udaas Ho
Kabhi Chupke Chupke Dabay Qadam
Meray Peechay Aa Ker Hansa Karay
Meri Qurbatain Meri Chahatain
Koi Yaad Rakkhay Qadam Qadam
Main Taveel Safar Mein Hoon Agar
Meri Vaapsi Ki Dua Karaya
Dost Banne Ke Liye Shukriya
Har Pal Har Kadam
Saath Dene Ke Liye Shukriya
Mere Mehrbaa Mere Rahnuma
Mere Sharike Gam
Banne Ke Liye Shukriya
O Aasu Jo Meri Aankho Se
Wo Aahe Jo Meri Saaso Se
Unhe Sametne Ke Liye Shukriya
Mera Paagalpan Meri Bewakoofiya
Jinse Tum Pareshaan Hui
Wo Naadaniya
Bhulaane Ke Liye Wo Sab Shukriya
Zindagi Bemaksad Jab Ek Bojh Lagi
Hakkeero Sa Jab Laga Apna Aap
Milaane Ke Liye Apne Wajood Me Us Wakt,Shukriya
Shukriya Shukriya Ae Dost Shukriya
Mujhe Ab Yaad Na Rakhna
Nahi Manzur Hai Mujhko
Kii Khud Ho Door Mujhse Tum
Yahi Ek Baat Hai 'Ae Dost'
Jo Mujhko Aaj Hai Kahna
Mujhe Ab Chod Jaao Tum
Kii Sabka Hai Yahi Kahna
Hai Mere Gam Mere Saathi
Meri Khaamiya Meri Taakat
Yahi Ek Raaz Hai 'Ae Dost'
Jo Mujhko Aaj Hai Kahna
Mujhe Ab Chod Jaao Tum
Kii Mai Hu Phool Ek Bekaar
Meri Khushbu Meri Soorat
Na Kuch Bhi Khubsurat Hai
Ye Meri Soch Hai 'Ae Dost'
Jo Tujhse Aaj Hai Kahna
Mujhe Ab Phek Jaao Tum
Kii Mai Na Kaam Ka Tere
Kisi Kone Me Rakhha Sa
Mai Ek Maila Sa Kaagaz Hu
Yahi Takleef Hai 'Ae Dost'
Jo Tujhse Aaj Hai Kahna
Mujhe Mita Jaao Tum
Kii Mai Hu Chaand Ka
Wo Daag
Hai Jisko Log Kahte
Mai Dhabba Hu
Mai Hu Naasur
Ye Mera Haal Hai 'Ae Dost'
Jo Tujhse Aaj Hai Kahna
Yaari Nu Enj Badnaam Na Kr
Kuj Raen Dy Pir Milan Lae
Enj Sub Kuj Tu Barbad Na Kr
Kuj Changy Pal V Bitae San
Oo Yaadan Paly Raen V Dy
Na Ena Dill Dukha Sada
Kuj Pyar Tu Dill Vich Raen V Dy
Ja Chad Dy Sada Tu Khaira
Sadi Zindagi Tu Azab Na Kr
Bus Kr Yaara Choti Yaari
Yaari Nu Enj Badnaam Na Kr
Tum Ho Ek Aam Si Larki Or Mai Time Pass Karta Hon
Ye To Facebook Ki Dunya Hai Yahan Par AIk Hi Shakhs
Aik Hi Waqt Par Kayi Chehre Lagata Hai Kayi Rishte Nibhata Hai
Kisi Se Pyar Ka Izhar Kisi Ka Banta Hai Humdard
Kisi Ke Husn Ki Tareef Kisi Ko Parde Ki Talqeen
Kisi Ko Alvida Ke Lafz Kehta Hai
Kisi Ko Behayai Par Amada Karta Hai
Or Aise Mai Tumhara Jab Yahi Pegaam Aata Hai
Jawab Tum Kyun Nahi Dete Tumhara Wait Karti Hon
Tumhe Mai Yad Karti Hon
Mai Kehta Hon Meri Jana Or Kuch Dair Meri Jana
Bas Kuch Tehriren Parhta Hon Magar Mai Dil Mai Kehta Hon
Tumhe Kisne Kaha Pagli Mai Tumse Pyar Karta Hon
Tum Ho Ek Aam Si Larki Or Mai Time Pass Karta Hon
Yahi Meri Haqeeqat Hai Yahi Teri Haqeeqat Hai Yahi Sab Ki Haqeeqat Hai
Mujhey Youn Hee Behaal Rehne De
Mein Apni Zindgi Ka Tawaan Doon Ga
Apni Muhabat Ka Mujhey Yargmaal Rehne De
Meri Baton Ka Koi Jawab To De
Jo Dil Mein Hai Wo Sawal Rehne De
Mujhey Apni Chahat Daan Kar De
Apne Paas Tu Zar O Maal Rehne De
Kade Waqat Mein Kabhi Kaam Aaon Ga
Asghr Se Apna Rabat Bahaal Rehne De
Dosti Shayari in Hindi & Friendship Poetry in Hindi
Friendship brings us more joy than almost anything else in our life. Friendships have a significant impact on one's mental health and well-being. It eases stress, brings comfort and delight, and keeps you away from feeling lonely and alone. Developing intimate friendships can have a significant impact on your mental well-being. These deep friendships can be celebrated at any moment in life. This page has compiled friendship Shayari in Hindi to pay gratitude to the friends who support us at every stage of our life.
It is important to have strong friendships as it makes life more pleasurable. Friends get a chance to share the wonderful things of life with the people they care about, which can brighten their daily lives. Second, friends assist us in getting through difficult times. Friendships that support us during difficult times can make even the most severe conditions seem more bearable. Enhance this love and friendship by sending Dosti poetry in Hindi to your best buddies. These Dosti Shayari in Hindi are easily shareable and can be sent to your friends for expressing their importance in your life.
The friendship poetry on this site is simply heartwarming. It celebrates true bonds and meaningful connections. A must-read for poetry lovers!
- Laiba , Karachi
- Thu 16 Oct, 2025
Friendship poetry celebrates love, care, and trust between friends. It beautifully expresses the bond of togetherness and support. A wonderful way to show how special true friendship is.
- Basit , Jhang
- Mon 29 Sep, 2025
True friendship is like a beautiful poetry of life, filled with trust, love, and care. It adds meaning to every moment and becomes a bond that lasts forever.
- ahad , jhelum
- Tue 16 Sep, 2025