Dar

Poet: By: Zoobi, rawalpindi

Aankhen Hain K Khali Nahi Rehti Lahoo Se
Aor Zakhm E Judai Hay K Bhar Bhi Nahi Jata

Dil Ko Teri Chahat Par Bharosa To Bahut Hay
Aor Tuj Se Bchar Jane Ka Gham Bhi Nahi Jata

Rate it:
Views: 1015
14 Mar, 2008