Jab Tum Namaz K

Jab tum namaz k liye khare hote ho to sir se asman tak rahmat-e-ilahi ghata ban k cha jati hai, farishtay charon taraf jama ho jate hain. Ek farishta pukarta hai k ay namazi agar tu dekh lay k tere samnay kon hai or tu kis se bat ker raha hai to Allah ki qasam tu qayamat tuk salam na phere.

Latest Islamic SMS Messages