Today Pakistan

(Farany Amin, Karachi)

Her Guzrty Din Ka Sath Pakistan Ki Ectesadi Halat Kharab Hoti Ja Rahi Ha Aur Hamary Hukumran Khowab Sarghoshi Mein Khoay Howay Aur Dawa Pr Daway Karahy Hein Jany Koin Is Bat Ki In Ko Khabar Dy Ga Kah Pakistan Mein Roz Roz Barti Hoi Mehngai Mein Insane Ki Jenny Ki Eshamta Cheen Li Ha Har Roz Ki Mehngai Aur Har Roz Ki Nai Kematoo Ny Gharib Awam Ki Kamar Tor Di Ha Aur Kissi Khas Tabky Ko Faida Pochany Ky Liyah Tamam Logo Ko Un Ky Bunyadi Haq Sy Mehroom Karny Ka Kiss Nay In Ko Haq Diyah Ha Adaoooo Ky Khal Sy Gharib Ki Ankho Mein Dhool Jhokna Aam Sa Kaam Lagta Hai.

Akhir Koin Si Essi Kami Ha Pakistan Mein Jo Hamary Hokumranoo Ko World Bank Wagara Ky Chongal Mein Lajaty Hein Who Hein Un Ki Shah Kharchein Jin Ko Who Khazany Ko Khatum Karny Ky Liyah Istamal Karty Hein Phir Ropy Ki Kadar Mein Kammi Kasy Aii Koi In Logo Sy Sawal Kary Ga Jo Rupee 8 Saal Tek 60 Dollar Tha Ab Us Ki Keemat 75 Dollar Ha Akhir Koin Si Essi Waja Ha Jin Ki Waja Sy Pakistan Ki Growth Karti Hoi Maeshiyat Ek Dum Garni Lagi Ha Akhir Koin Sa Jin 7 Month Mein Botal Sy Nikal Aayah Ha Jis Ko Yah Logo Kaaboo Nhi Kar Sk Rany Hein Koi Mujhy Batay Ga Kah Democaratic Forces Ny 7 Month Mein Pakistan Ko Kiya Diya Hein Agar Kissi Ky Pass Jawab Nhi To Mein In Logo Ko Deeta Hooooo.

Ek Gharib Molk Ky Hokumran Ek Meeting Karty Hein Jo Pakistan Sy Bahir Hoti Ha Aur Poori Ki Poori Kabenna Ek Fard Sy Milny Ky Liyah Jatti Ha Us Waqt Jub Sb Ko Pata Ha Aur Logo Bhookuy Mar Rahy Hein Lekin Un Sb Ko Nazar Un Daaz Kar Ky Kah Mehgai Kis Had Tek Ja Choki Ha Ek Sy Milny Pakistan Sy Bahir Jatti Ha Jin Ka Kharcha Pakistan Ki Economics Per Bela Jawaz Boojha Ha Lekin Yah Koin Soochy Yah Logo Jo Hakomat Mein Aaj Hein Jub Opposition Mein Tha To Mehgai Ka Roona Roty Thy Lekin Ab Jub Hakoomat Mein Hein Hath Pr Hath Rakhy Bas Tamashi Bany Deekh Ranhy Hein Log Bhoky Mar Rahy Hein Apny Bachoo Ka Bach Rahy Hein Lekin Kissi Hokumran Ki Kaan Pr Jooo Tek Nhi Rengti Ha.

Balky Who Yah Sub Control Karny Ki Bajay Aur Ziyada Gharib Awam Ki Mushkiloooo Mein Ezafa Kar Rahy Hein Jin Ka Jeeta Jagta Sabot World Bank Sy Karza Ha Yah Baat Bari Hameyat Ki Hameil Ha Kah Hamary Hukumranooo Ny Her Cheez Pr Sy Subsity Koin Khatum Kardii Ha Akhir Koin Si Waja Thi Jo Unko Yah Sub Karny Per Majboor Kar Rahi Ha Hatta Kah Pakistan Ki Ecnomics Growth Kar Rahi Thi Phir Koin Si Wajah Ha Jo Hum Ko Imf Aur World Bank Ka Gullam Bana Rahi Ha
Imf Aur World Bank Jub Kissi Mulk Ko Karza Deeta Ha To Us Ki Buhut Si Sharait Hoti Hein Jin Mein Har Fard Per Tex Ka Ijra Hota Ha Aur Hamari Hakomt Is Cheez Ki Ahista Ahista Iftetha Kar Choki Ha Jis Mein Her Zarorat Yah Ghair Zarroi Cheezoo Per Tex Lag Jana Ha Jassy Mobile Pr Call Rates Pr Cars Pr Waghara Waghara

Ab Who Waqt Dor Nhi Jub Hum Ghulaam Ho G Hamari Polcy Ab Teek Kuch Had Teek Hamar Ha Lein Jald Hein Hum Imf Aur World Bank Ky Gulam Hooo Gy Aur Hamary Gareeb Logo Ka Masil Mein Koi Kammi Nhi Aai Gi Aur Hamary Hokum Ran Berref Case La Kar Gai Ho Jaiy Gy.

 

Farany Amin
About the Author: Farany Amin Read More Articles by Farany Amin: 2 Articles with 3566 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.