Zindagi Pur Waqar Chahta Hun

Zindagi pur-waqar chahta hun Tujhpe bas ikhtiyaar chahta hun. . Lab pe izhar aaj aa hi gaya. Me tujhe beshumar chahta hun. . Raah me teri bicha k palkain, Lazzat-e-intazar chahta hun. . Jis nazar me sharab sa nasha hai, Us nazar ka khumaar chahta hun..!

Latest Love SMS Messages