Wo Kamaal E Husn E Huzoor Hai K

WO kamaal-e-husn-e-huzoor hai k gumaan-e-nuqs-e-jahaan nahi.. yehi phool khaar se door hai yehi sham-ma hai k dhuaan nahi.. Main nisaar tere kalaam par mili yun tou kisko zabaan nahi… Wo sukhan hai jis mn sukhan na ho wo bayaa-n hai jiska bayaa-n nahi WO hi la-makaan k makeen hue sar-e-arsh takht-e-nasheen hue WO NABI hai jis k hn ye makaan wo KHUDA hai jiska makaan nahi Sar-e-arsh par hai teri guzar dil-e-farsh pr hai teri nazar malkoot_-o-malak mn koi shaiy nahi wo jo TUJH pe ayaan nahi Karun tere naam pe jaan fida na bs ek jaan 2 jahan fida 2 jahan se bhi nahi ji bhara karun kia karorron jahaan nahi

Latest Islamic SMS Messages