Ajab Takaazy Hain Chahaton

Ajab takaazy hain chahaton k Ajab yeh saari musafatain hain main jiss ki rahon main bich gaye hoon Uss ko Mujh say shikayatain hain shikayatain sub bajaa hain lakin Main uss ko kaisay yakeen dilaaun k jo mujh ko jaan sa aziz tar hai Usay bhulaaon to mar na jaun

Latest Love SMS Messages