|
Ya allah sanghar main rehmat ki baarish ata farma |
|
Faisal jutt, | Aug 19 2017 |
|
|
Ya allah ham par rahim kar hamary gonah maf kar ya rab tu hamary shahar lutko mori ko mosebto sy pna men rakh.Ameen suma aameen |
|
Niaz ali, Sanghar to lutko mori | Aug 07 2016 |
|
|
Mosam to badalte rahenge par an ka insan kab badlega ye Allah hi junta he |
|
ghulam sarwar jalbani, sanghar sindh | Aug 07 2016 |
|
|
Ya Allah hamari saghera kabira ghna maf farma.AMEEN |
|
SEVLAL, SANGHER | Aug 04 2016 |
|
|
Ya allah humare ghonahon ko baqsh de or humare waten per rahmt ki barish atta farmah |
|
M.safer malah , Chotiaryoon sharief | Jul 18 2016 |
|
|
Ya Allah hamary hall per raham farma .ya Allah hamary gunahoon ,ghalteyoon ko na dekh ,apni ghafoor ul raheem ki taraf dekh . hamari our hamaray dost rishtedaroon our saray umat e muslima ki maghfirat farma .janat ul firdous atta farma . Ya Allah hamain mangna nahi aatta to apni qudrat say atta farma .aameen suma aameen . |
|
dr: Abdul Rasool dist: sanghar sindh , head jamrao sanghar | Jun 26 2016 |
|
|
we should grow more trees in sanghar to keep temperature low and trees keep average rainfall |
|
Haris, Sanghar | May 20 2016 |
|
|
ya Allah pak sanghar par rahmet ki barish atta farma..ameen.. |
|
muhammad nawaz, sanghar | May 19 2016 |
|
|
ya ALLAH pk hmare guna maff kr aur hm pr achy hukmaran nazil kr aur agar en hukmaran k naseb m hedayat nhe to en ko barbad kr de aamen |
|
dr shahbaz khan, tandoadam | Aug 04 2015 |
|
|
Ya rab apni rehamat farma |
|
CH. Rasheed Ahmed, Sanghar city | Jul 26 2015 |
|
|
Ya Allah hamare sangher me rehmat ki barsat dy |
|
m.sarfaraz rehmani, sangher | Jul 26 2015 |
|
|
Ya allah sanghar ko khoshal kar har musibat se dor kar |
|
Allah Jurio Roonjho, Sanghar | Jul 24 2015 |
|
|
nice weather injoy 21 ramzan 8 july 2015
|
|
ali asghar mari from sudheer faqir, sanghar | Jul 09 2015 |
|
|
YE ALLAHA APNI REHAMET KI FAZAL KI BARISH ATA FARAM JO HUMARAY HAQ MA BATHER HO AMIN. |
|
ENGG: MAZAHR ALI ARAIN , SANGHAR CITY | Jul 06 2015 |
|
|
Ya allah wapda walon par kahr nazil farma, or as mulik k ayash hukmiranon ko jail ke hwa naseeb frma jin ke waja se hum loadsheding ka azab bhugt rahe hen Amin |
|
Azeem, Sanghar | Jun 22 2015 |
|
|
Ya Allah bus aise thandi Hawa ho roza acha guzar jaye... Mansoor channar jhol sanghar |
|
Mansoor, Jhol sanghar | Jun 21 2015 |
|
|
ya Allah hum pe raham ki nazar atta farma. |
|
mustafa solangi, sanghar | Jun 09 2015 |
|
|
ya alah rahm kar mustfa ke waste |
|
ghulam sarwar jalbani, sanghar | May 21 2015 |
|
|
ya illahi rahm kar Rasoolallah k waste pore Pakistan par bil khusos hamare murshid par or darghah shareef par or hamari pak Armey par or sanghar par |
|
Muhammad Akram Waryamani , khadro sanghar | Apr 13 2015 |
|
|
Ya Allah krm kr ton sub PR rahmt KE baresh se |
|
shabbir ahmed khaskheli, | Apr 11 2015 |
|
|